Showing posts with label 2 lines poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 lines poetry. Show all posts

Oct 7, 2018

Sep 19, 2018

Jun 23, 2018

Lo sun lo Mehram


لو سن لو .......مِحرم

سو صدی کی کاٹی ہے
ایک شب ہجر


Lo sun lo Mehram 
100 sadi ki kaati hai 
Aik shab-e-hijar

Ibtida-e-ishq hai abar sa


ابتدائے عشق ہے آبر سا
برسے گا تو جل تھل کردے گا


Ibtida-e-ishq hai abar sa 
Barsay ga to jal thal kar de ga 

Tere utaare huye din pehan kar


تیرے اتارے ہوئے دن پہن کر 
اب بھی میں تیری مہک میں 
کئی روز کاٹ دیتی ہوں


Tere utaare huye din pehan kar 
Ab bhi main teri mehak main 
Kai roz kaat deti hoon 

Shayad woh muntazir tha , kisi aisay waqt ka


Shayad woh muntazir tha , kisi aisay waqt ka 

Main kuch bhi kahoon aur woh mera saath chor de

Jab aap hi nazar nahin aatay to


Jab aap hi nazar nahin aatay to 

Hum in aankhon ka kya karein gay ?

Kabhi kabhi woh aisi rasai deta hai


Kabhi kabhi woh aisi rasai deta hai 

Woh sochta hai , mujhe sunai deta hai 

Taluq khatam karne ka ikhtiyar tha un ko be-shak


Taluq khatam karne ka ikhtiyar tha un ko be-shak 

Par woh jo bana rahay thay woh bahanay ajeeb thay 

Jun 4, 2018

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...