Bichar jana zaroori hai 
Tumhain majboor ho kar !
Hum ne aakhir likh diya jana !
Keh in halaat main behtar hai 
Hum bhi maan hi jayein 
Hamara ab baaham rehna nahin mumkin 
So apnay dil ko samjhana zaroori hai 
Bichar jana zaroori hai 

No comments:
Post a Comment