Tumhara kehna hai 
Tum mujhay be,pannah shiddat se chahtay ho 
Tumhari chahat 
Wisaal ki aakhri haddon tak 
Meray faqat meray naam ho gi 
Mujhay yaqeen hai 
Mujhay yaqeen hai 
Magar qasam khanay wale larkay 
Tumhari aankhon main ek til hai 
No comments:
Post a Comment