Aankhon ki qasam tujhay hum ne dil main basaya 
Raaton ki qasam hum ne ibadat teri ki hai 
Izhaar ki azadi samajtay rahay hum to 
Bolay to zuban keel kay rakh di gayi apni 
Pairron pe sajanay lagay insaan saqafat 
Sarkon pe utar aaye hain hairaan prinday 
Aapis main bhout gehra hai in teeno ka rishta 
Jab mout ka'rahay gi to tarpein gay dil-o-jaan 
Veeran guzar'gaahon ka aalam  to zara dekh 
Teeron ki tarah kaisay utar jati hain dil main 
No comments:
Post a Comment