Agar aa  jaye mout hamain tere aanay se pehlay
To aa kar meray janazay ka ehtaraam kar jana 
Na rona is qadar keh takleef ho haimain 
Mout ko bhi mazak samjh kar anjaan ban jana 
Main ik din so jayon gi sada kay liye
Phir mujhay be'wafa keh kay bad'naam kar jaana 
Jo guzro meri qabar se to nazrain na phairna 
Mehmaan hi ban kay dua salaam kar jana 
No comments:
Post a Comment