Dec 19, 2017

Zindagi main yeh hunar bhi Aazmana chahiye


Zindagi main yeh hunar bhi Aazmana chahiye 

Jung kisi apnay se ho to haar jana chahiye 

Badan se rooh jaati hai to bichti hai saf-e-maatam


Badan se rooh jaati hai to bichti hai saf-e-maatam 

Koi andar se mar jaye to maatam kiyon nahin hota 

Baarish hui to teri khushbu kay qaaflay


Baarish hui to teri khushbu kay qaaflay 

Aisay urray keh shaher gulabon se bhar gaya 

Aaina daikh kar tasali hui


Aaina daikh kar tasali hui 

Hum ko is ghar main jaanta hai koi 

Lafzon se shuru aur saanson pe khatam


Lafzon se shuru aur saanson pe khatam 

Yeh ishq mukhtasir sahi par jaan leva hai 

Her cheez uthaai jaa sakti hai


Her cheez uthaai jaa sakti hai 

Siwa'iye giri hui soch kay 
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...