Jul 26, 2014

Barson kay intizaar ka injaam likh diya

Barson kay intizaar ka injaam likh diya 

Kaaghaz pe shaam kaat kay phir shaam likh diya 

Bikhri pari thein kaliyaan toot kar zameen pe

Tarteeb de kay main ne tera naam likh diya 
 
Kisi ki chahat main itnay pagal na ho

Kisi ki chahat main itnay pagal na ho 

Ho sakta hai woh tumhari manzil na ho 

Us ki muskurahat ko izhaar-e-mohabbat na samjhna 

Kahin yeh muskurana us ki aadat na ho

Teri yaad kay chragon ko jalaya her shaam

Teri yaad kay chragon ko jalaya her shaam 

Teri baaton ko baith kar dohraya her shaam 

Maangi hai khuda se teri zindagi ki dua 

Tanha baith kay honton ko uthaya her shaam

Lafzon main kiya likhon Shahadat-e-Hussain (R.A) mohsin

Lafzon main kiya likhon 

Shahadat-e-Hussain (R.A) mohsin

Qalam bhi mera ro deta hai 

"Karbala" ka manzar soch kar

Dard-e-dil ab saha nahin jaata

Dard-e-dil ab saha nahin jaata 

Bin teray ab raha nahin jaata 

Log kehtay hain be'wafa tujh ko 

Mujh se yeh bhi kaha nahin jaata

Yaad woh nahin jo akelay main aye aur chali jaye

Yaad woh nahin jo akelay main aye aur chali jaye

Yaad to woh hai jo mehfil main aye aur tanha kar jaye

Aur to kon hai jo mujh ko tasali deta

Aur to kon hai jo mujh ko tasali deta 

Haath rakh deti hain dil par teri yaadain aksar

Kiya bataein tum ko kitnay dard hain is dil main

Kiya bataein tum ko kitnay dard hain is dil main 

Shayed wajha bhi tumhi ho , aur saza bhi tumhi ho 

Qaflaa raah main qadmon kay nishaan chor gaya

Qaflaa raah main qadmon kay nishaan chor gaya

Kaash khushboo ki tarah dard bhi hijrat kartay

Ek mera hi haath nahin thaama us ne

Ek mera hi haath nahin thaama us ne 

Warna gitay huye kitnay hi sambhalay us ne

Tum bhi kar kay dekh lo mohabbat kisi se

Tum bhi kar kay dekh lo mohabbat kisi se 

jaan lo gay keh hum kiyon muskuraan abhool gaye

Muddat se jis kay waastay dil be'qaraar tha

Muddat se jis kay waastay dil be'qaraar tha 

Woh loat kar na aya magar intizaar tha 

Jo hum safar tha chor gaya raah main mujhay 

Main phans gayi bhanwar main woh dariya kay paar tha

Sukhan main rang tumharay khyaal hi kay to hain

Sukhan main rang 

Tumharay khyaal hi kay to  hain 

Yeh sab karishmay 

Hawa-e-wisaal hi kay to hain 

Kaha tha tum ne 

Kon deta hai 

Ishq main jaan ... !

So hum jawaab 

Tumharay sawaal hi kay to hain 

Agar ishq karna sawaab hota

Agar ishq karna sawaab hota 

.

Yakeen kar lo 
.

Na hum se hota 
Na tum se hota

Ishq par muqadma kar kay kiya mil jaye ga

Ishq par muqadma 
Kar kay kiya mil jaye ga 

Janab-e-husan ko pakro 
Yahi fasaas ki jar hai

Aaj mujh pe inayat kar do na

Ek khwaish sirhanay rakh do na 
Aaj mujh pe inayat kar do na 

Zara chupkay se khamoshi se 
Tum izhaar-e-mohabbat kar do na 

Khud ko kar kay dewana sa 
Mera pyaar amar tum kar do na 

Main pyaas main dooba sehra hoon 
Tum mujh ko samandar kar do na 

Main youn hi phirta hoon dar ba'dar
Tum khud ko manzil kar do na 

Ek khwaish sirhanay rakh do na

Ek khwaish sirhanay rakh do na 
Aaj mujh pe inayat kar do na 

Zara chupkay se khamoshi se 
Tum izhaar-e-mohabbat kar do na 

Khud ko kar kay dewana sa 
Mera pyaar amar tum kar do na 

Main pyaas main dooba sehra hoon 
Tum mujh ko samandar kar do na 

Main youn hi phirta hoon dar ba'dar
Tum khud ko manzil kar do na 

Kaha main ne keh kab yeh zindagi khushboo lagi tum ko

Kaha main ne keh kab yeh zindagi khushboo lagi tum ko 

Woh boli be'khayali main tujhay jab choo liya main ne

Maangtay hain log .... hum se teri mohabbat ka saboot

Maangtay hain log .... hum se teri mohabbat ka saboot 

Meri mehandi ka laal rang teri chahat ki gawahi deta hai

Mohabbat hai kiya

Mohabbat hai kiya

Kabhi zindagi ka naam hai mohabbat 
Kabhi mout ka paighaam hai mohabbat 

Kabhi mohabbat se milti hai khushi 
KAbhi gham ki shaam hai mohabbat 

Kabhi ansoo'on ki baarish ahi mohabbat 
KAbhi hansi ka jaam hai mohabbat 

Kabhi dil ki jala hai mohabbat 
KAbhi dil ka armaan hai mohabbat 

Kabhi mout ki tarah be'naam hai mohabbat 
KAbhi zindagi kehti hai mera naam hai mohabbat

Never try to find anything

Never try to find anything

Unique or special 

In a Person...

The day you will lose

That person forever

Will be the day 

You realize that 

The person itself was unique ...!

Bhout socha bhout samjha bhout hi der tak parkha

Bhout socha bhout samjha bhout hi der tak parkha 

Keh tanha ho kay jee lena mohabbat se to behtar hai

I may not be the most important person in your life

I may not be the most important person 

In your life

But i just hope that 

On eday when you hearmy name you

Would just smile & say

I miss this person ...!!!

There are moments in life

There are moments in life
When you miss some one
so much 

That you just want to 
Pick them 
From your drms
and 
hug them in real

I want you to hug me

I want you to hug me 
When i get scared

I want you kiss me when
I act like a kid 

I want you to care for me 
When i am sick

 I want you to listen to me when i wanna say sonthing

I want you to understand my silence
When , i don't have words to express what i feel 

I want you to be there when i need a friend

I want you to love me for what i'm
And above aal 
I want you to complete me

Palat kar bhi na dekho na tum awaaz do mujh ko

Palat kar bhi na dekho na tum awaaz do mujh ko 

Badi mushkil se seekha hai kisi ko alwida kehna

Teri yaadon ki rawani aur yeh december

Teri yaadon ki rawani 
aur yeh december
Meri baatein , teri kahani 
aur yeh december
Mera haath tera saath , lambi sarak 
Aur yeh december 
Gum sum shaamein , sunehri raatein 
Aur yeh december 
Bheegay din , madham suraj , halkay badal
Aur yeh december
Behti nadia, gaatay panchi , urti dhund
Aur yeh december
Tanha main , tanha chaand 
Aur yeh december
Meri aankhain , meri neend , tere khwaab 
Aur yeh december

Bas tere samnay aankhon ne bharam khol diya

Bas tere samnay aankhon ne bharam khol diya 

Warna sab se to chuppa li thi mohabbat main ne

Itna khoobsurat chehra hai tumhara

Itna khoobsurat chehra hai tumhara 

Her dil dewaana hai tumhara 

Log kehtay hain chaand ka tukra ho tum 

Lakin hum kehtay hain chaand tukra hai tumhara

Aap se door jaa kar hum jayein gay kahan

Aap se door jaa kar hum jayein gay kahan 

Aap jaisa dost hum payein gay kahan 

Dil ko kaisay bhi sambhaal lain gay 

Par aankhon kay ansoo hum chpaeyein gay kahan

Mohabbat kay injaam se dar rahay hain

Mohabbat kay injaam se dar rahay hain 

Nigahon main apni khoon bhar rahay hain 

Aap ki jaan ko le urra hai koi 

Aur aap yahin baithay huye shair-o-shairy kar rahay hain

Kaash yeh sapna bhi poora ho jaye

Kaash yeh sapna bhi poora ho jaye 

Hum bhi kisi kay sapno main aa jayein 

Ho hamara bhi zikar un kay labon par 

Hum bhi un kay dil main bas jayein

Teri nigahon kay youn hi khyaal thay hum

Teri nigahon kay youn hi khyaal thay hum 

Kiya zaroorat thi azmaanay ki 

Yoon hi be'hosh parri thi teri raahon main 

Kiya zaroorat thi alag se muskuranay ki

Dard ki mehfil main ek shair hum bhi arz kiya kartay hain

Dard ki mehfil main ek shair hum bhi arz kiya kartay hain 

Na kisi se marham na duaon ki umeed kiya kartay hain 

Kai chehray le kar log yahan jiya kartay hain 

Hum in anso'on ko ek chehray kay liye piya kartay hain

Meri gham ki aankhon se koi ansoo gira ho ga

Meri gham ki aankhon se koi ansoo gira ho ga 

Shayed yeh unhi ka mashwara ho ga 

KAb tak dolti rahay gi kashti teri 

Aakhir samandar ka bhi to koi sira ho ga

Yeh rang-e-gul bhi hai aur bahaar bhi hai

Yeh rang-e-gul bhi hai aur bahaar bhi hai 

Zubaan chalti hui talwaar bhi hai 

Ajab hai bolti aankhon ki masti 

Jahan inkaar bhi hai iqraar bhi hai 

Yeh raah-e-ishq hai chalna sambhal kar 

Bhout aasaan bhi hai dushwaar bhi hai 

Ajab do rang hain insaan ki fitrat

Gila hai jis sse us se pyaar bhi hai

Hina ka rang hoon main haathon pe to aayon ga

Hina ka rang hoon main haathon pe to aayon ga 
Utar gaya to mehak apni chor jaaon ga

Ghazal ka shair hoon dil kitaab main likh lo 
Bhulaa diya to kabhi yaad bhi nahin aayon ga 

Teri hi ashk-e-tamana hoon rok lo mujh ko 
Main ik din teri palkon pe jag'magaon ga 

Khloos-e-dil se sada di agar kisi ne mujhay 
Gayi bahaar ki tarah phir loat aayon ga 

Dilon ka dard agar koi na samjh  "Dost"
To phir pathron ki zameen main loat jaaon ga 
 
Tabhi to main mohabbat ka hawalati nahin hota

Tabhi to main mohabbat ka hawalati nahin hota 
YAhan apnay siwa koi mulakaati nahin hota 

Aur ab is baat par bhi mujh se mere yaar ulajtay hain 
Keh main her baat sunta hoon jazbaati nahin hota 

Grifftar-e-wafa Onay ka koi mousam rakh 
Jo nala roz beh niklay woh barsaati nahin hota 

Tujhay dil main jaga di hai nazar se door kiya kartay 
Jo markaz main tehar jaye woh mazafaati nahin hota 

Bicharnay ka irada ho to mujh se mashwara karna 
Mohabbat main koi bhi faisala zaati nahin hota 

Kaash meray naseeb main tu hoti zaroori is tarah

Kaash meray naseeb main tu hoti zaroori is tarah 

Nimaaz main hotay hain farz zaroori jis tarah

Yeh duniya ek lamhay main tujhay bar'baad kar de gi

Yeh duniya ek lamhay main tujhay bar'baad kar de gi 

Mohabbat mil bhi jaye to issay mashoor mat karna

Nahin hota kisi tabeeb se is marz ka ilaaj

Nahin hota kisi tabeeb se is marz ka ilaaj 

Ishq la'ilaaj hai ..... bas ehtiyaat kejiye

Tujh ko socha to bhout , par likha kam main ne

Tujh ko socha to bhout , par likha kam main ne 

KEh teri tareef kay qabal mere alfaaz nahin

Aankhon main raha dil main utar kar nahin dekha

Aankhon main raha dil main utar kar nahin dekha
Kashti kay musafir ne samandar nahin dekha 

Be'waqat agar jaaon ga to sab chonk parain gay 
Ek umar hui din main kabhi ghar nahin dekha 

Jis din se chala hoon meri manzil pe nazar hai 
Aankhon ne kabhi meel ka pathar nahin dekha 

Yeh phool mujhay koi warast main mile hain 
Tu ne mera kaanton bhara bistar nahin dekha 

Mehboob ka ghar ho ya buzurgob ki zameen 
Jo chor diya phir ussay murr kar nahin dekha 

Khat aisa likha hai keh nageenay se jarray hon 
In haathon ni lakin koi zewar nahin dekha 

Pathar mujhay kehta hai mera chahnay wala 
MAin mom hoon us ne mujhay choo kar nahin dekha 

Woh meray masail ko samjh hi nahin saka
Jis ne meri aankhon  main samandar nahin dekha

Main mom hoon us ne mujhay choo kar nahin dekha 

Woh meray masail ko samjh hi nahin saka
Jis ne meri aankhon  main samandar nahin dekha

Itni bari duniya main koi sahara nahin

Itni bari duniya main koi sahara nahin 

Apni ki bheer main koi hamara nahin 

Qadam lar'kharaye to un ka daaman thaam liya 

Woh bhi hans kar bolay dost yeh daman tumhara nahin 

Tum Jantay ho keh mujhay kya pasand hai

"Tum" jantay ho 

Keh

Mujhay kiya pasand hai ?

Gulaab ki mehak

Raat ki chandani 

Shaam ki udaasi 

Sardiyon ki raatein 

Aur 

Is nazam ka 

"Pehla Lafz"

Baad'baan bhi wohi , nayo bhi , kinaray bhi wohi

Baad'baan bhi wohi , nayo bhi , kinaray bhi wohi 

Gham ka sagar bhi wohi , moj kay dhaaray bhi wohi 

Meharbaan dekh! tarasti hai teray aks ko aankh 

Chandani raat wohi , chaand sitaray bhi wohi

Muntazir main teray aanay ka raha hoon barson

Muntazir main teray aanay ka raha hoon barson 

Yeh lagan thi tujhay dekhon tujhay chahon barson 

Raat kay parday main chup chup kay tujhay yaad kiya 

Din nikal aya to din tujh se hi abaad kiya 

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...