Aug 27, 2014

Ek rishta jo abhi ban raha tha

Ek rishta jo abhi ban raha tha 
Tootnay laga magar bananay se pehlay 

Ek shaher se uthtay thay hum 
Gir gaye magar sambhalnay se pehlay 

Seekhnay lagay thay aap se muskurana 
Rula dia magar hansnay se pehlay 

Qadam jo barhain aap ki dishaa main 
Ruk gaye wohi chalnay se pehlay 

Maangnay kay liye kuch jo jholi phailaei
Kheench liya haath kuch denay se pehlay 

Hum ne jo jalaya umeedon k achragh 
Bujh gaye magar jalnay se pehlay 

Kiya yahi arth hota hai rishton ka 
Tootna hota hai inhain bananay se pehlay

Kal zehan main hum baad-e-saba dhoondtay rahay

Bichar kar tujh se , tera pata dhoondtay rahay 

Jo dekha bhi kisi ko , dekha teray tasawur main 
Hum chehron main chehra , tera dhoondtay rahay 

Jo baat bhi ki kisi se to , keh teray hawalay se 
Hum lehjon main lehja tera dhoondtay rahay 

Meri dewaangi main kuch qasoor mera to na tha 
Tamaam qissay main hum apni khatta dhoondtay rahay 

Kabhi kho kar paya tujh ko , kabhi paa kar khoye 
Teri jafaaon main hum apni wafa dhoondtay rahay 
 
naa muzdaa-e-visaal na nazaara-e-jamaal

zulmat kaday main mere shab-e-gham kaa josh hai
ik shamma hai daliil-e-sahar, so khamosh hai

naa muzdaa-e-visaal na nazaara-e-jamaal
muddat hui keh aashtii-e-chashm-o-gosh hai

mai ne kiyaa hai husn-e-khud_aara ko be_hijaab
ae shauq yaa.n ijaazat-e-tasliim-e-hosh hai

gauhar ko ikd-e-gardan-e-khubaa.n me.n dekhanaa
kyaa auj par sitaaraa-e-gauhar_farosh hai

diidaar, vaadaa, hausalaa, saaqii, nigaah-e-mast
bazm-e-khayaal maikadaa-e-be_kharosh hai

ae taazaa vaaridan-e-bisaat-e-havaa-e-dil
zi.nhaar gar tumhe.n havas-e-na-o-nosh hai

dekho mujhe jo diidaa-e-ibarat_nigaah ho
merii suno jo gosh-e-nasiihat_niyosh hai

saaqii ba_jalvaa dushman-e-imaa.n-o-aagahii
mutarib ba_nagmaa rahazan-e-tamkiin-o-hosh hai

yaa shab ko dekhate the ki har goshaa-e-bisaat
daamaan-e-baagabaa.n-o-kaf-e-gul_farosh hai

lutf-e-khiiraam-e-saaqii-o-zauq-e-sadaa-e-chang
ye jannat-e-nigaah wo firdaus-e-gosh hai

ya subh dam jo dekhiiye aakar to bazm main
naa vo suruur-o-soz na josh-o-kharosh hai

daag-e-firaaq-e-sohabat-e-shab kii jalii hui
ik shammaa rah gaii hai so vo bhii khamosh hai

aate hain gaib se ye mazaamii.n khayaal main
‘ghalib’, sariir-e-khaamaa navaa-e-sarosh hai

aate hain ghaib se ye mazaamin khayal main
‘ghalib’, sariir-e-khama-e-navaa-e-sarosh hai

Apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai

Pathar beech aaina rakhna kitna mushkil hai 

Kitna asaan hai tasveer banana auron ki 
Khud ko pas-e-aaina rakhna kitna mushkil hai 

Tum ne mandir dekhaye hon gay , yeh mera ghar hai 
Aik dia bhi jalta rakhna kitna mushkil hai 

Chalo main hoon dard ka daira , jaan main us kay ho
Youn bhi khud kopyasa rakhna kitna mushkil hai 

Mere hamsafar teri nazar main , mera jazba-e-dil ki yeh shiddatein

Meri chah meri mohabbatein , mere sajday meri ibaadatein 

Woh jo saath chalnay ka khwaab tha , kahin reh gaya , kahin kho gaya 
KAhin kho gaya mera hamsafar , raheein paas ab na woh chahatein 

Woh gulaab thay keh khwaab thay , teray harf harf main kitaab thay 
Tera taza khat bhi mila magar , nahin is main pehlay si shiddatein 
Meray chaand tu hi bata mujhay , kahan hai woh mera zamana-e-saaz
Kahan thak kay reh gaya karwaan , kahan reh gayi meri sangatein 
Woh jo mousamon ka habeeb tha , meri pyaasi aankh ka khwaab tha 
Woh mujhay ab bhi aziz hai , Karay dil par ab bhi hakoomatein 

yeh jo hum apnay hi dil ki madham sadaa se aagey nikal gaye hain

sm’metien kho gaye hain ya phir hawa se aagey nikal gaye hain

jali hoi sard ungliyoun se sanam kaday kar diye hain roshan

khuda ke kuch ba’kmaal banday khuda se aagey nikal gaye hain

hum ab kissi azeem chahat ke surkh rastay pe gaamzan hain

muqaam-e- ajar-o-sawaab guzra saza se aagey nikal gaye hain

ae husan ky la’zwaal sooraj tu ab inhien dhoop de ke chaaon

teri mohabbat ky rahii teri ataa se aagey nikal gaye hain

meray liye ab yeh teray sajday ye teray aansoo fazool shay hain

meri tabahii ky silsilay ab dua sey aagey nikal gaye hain

raza-o-tasleem ky  karray imtehaan mein ae khaaliq-e-do-aalam

fraat ke ghasibaoun se teray yeh pyasay aagey nikal gaye hain

Yeh aankhain teri jaisay do kanwal

Yeh aankhain teri jaisay do kanwal
Kehti hain chpkay se koi ghazal

Yeh aankhain teri aur in ki gehraai
Sunaati hai jaisay yeh dastaan koi 

Yeh aankhin teri aur in ka dard 
Dekha to bas tarap uthaye hum 

Yeh aankhain teri , yeh'ni paimaanay do 
Khuda kay hain , yeh nazraanay do 

Yeh aankhain teri , koi jaado hain in main 
Dekhaye to bhool jayein log apnay raastay

Bina tere koi mousam acha nahin lagta

Bina tere koi mousam acha nahin lagta

Nazron ko koi bhi manzar haseen acha nahin lagta 

Main kaisay kahoon tujh se bina tere bhout khush hoon 

Na ho gar paas tu mujhay kahin acha nahin lagta 

Koi dekhaye teri janib nahin manzoor yeh mujh ko 

Na ho tujh ko is baat ka yaqeen acha nahin lagta 

Kabhi to haan keh dy dil kay rakhnay kay liye jana 

Tera her baat pe kehna naa acha nahin lagta

Hamain dushman ki nigahon se na dekha keejiye

Pyaar hi pyaar hain hum , hum pe bhrosa keejiye 

Chand lamhon kay siwa haath na kuch aye ga 

Is tarah umar-e-guraizaan ka na peecha keejiye 

Roshni aouron kay aangan main gawara na sahi 

Kam se kam apne hi ghar main to ujaala keejiye 

Kiya khabar kab woh chalay ayein gay milnay kay liye 

Roz palkon pe nayi shammain jalaya keejiye

Ik shakhs kay kho janay ka dar kiyon nahin jaata

Yeh bojh mere dil se utar kiyon nahin jaata 

Manzil pe ponch kar bhi ussay khona paray ga 
Yeh teh hai to phir shouq-e-safar kiyon nahin jaata 

Main jab bhi trashon , tera paikar hi traashon 
Yeh zouq-e-nazar , yeh shouq-e-hunar kiyon nahin jaata 

Yeh waqat tujhay mujh se juda kar to raha hai 
Yeh waqat isi waqat tehar kiyon nahin jaata 

Gar tujh se bicharnay ka hai ranj mujhay itna 
To main shiddat-e-jazbaat se mar kiyon nahin jaata

Nigah-e-shouq se hum ne tumhain ek baar dekha tha

Koi jazba tha pehli baar jissay be'daar dekha tha 

Bara sasta zamana hai yahan ab log biktay hain 
Tera soda bhi hum ne kal sar-e-bazaar dekha tha 

Woh jis kay hont par her dam saji muskaan rehti thi 
NA janay kiyon ussay main ne bara baizaar dekha tha 

Roz-o-shab badalnay main bhala kiya dair lagti hai 
Ko takht-o-taaj rakhtay thay unhain la'chaar dekha tha 

Hum apnay dost dushman ki khabar jo rakh nahin paaye
Usi ne waar kar dala jissay gham'khwaar dekha tha 

Phool roshan aur taaron ko mehaktay dekhta

Kaash main qudrat kay rangon ko badaltay dekhta 

Sard raaton main pighalnay lagtay mere jism-o-jaan 
Garmiyon ki dhoop main khud ko thathartay dekha 

Dariya kay dhaaray nazar aatay kabhi sehra mujhay 
Aur sehra ki kharri faseelain dibootay dekhta 

Kaash boondain pairron ki shaakon pe ugti ik din 
Kaash main phoolon ko baarish main barastay dekhta 

Dekhta suraj ko apnay choolhay main jaltay huye
Aur ufaq se bhook ka chehra ubhartay dekhta 

Guzro na is tarah keh tamasha nahin hoon main

Samjho keh ab hoon aur dobara nahin hoon main 

Ik taba'rang rang thi , so nazar-e-gul hui 
Ab yeh keh apnay saath bhi rehta nahin hoon main 

Tum ne bhi meray saath uthaye hain dukh bhout 
Khush hoon keh raah-e-shouq main tanha nahin hoon main 

Peechay na bhaag , waqat ki aye na shnaas dhoop 
Saayon kay darmiyaan hoon  , sayaa nahin hoon main 

Jo kuch bhi hoon , main apni hi surat main hoon aleem 
Ghalib nahin , meer-o-yagaana nahin hoon main

Jab raat ki tanhai dil ban kay dharakti hai

Yaadon kay dareechon main chilman si sirakti hai

Laabon main chingaari jaisay koi rakh jaye
Youn yaad teri shab bahr seenay main sulagti hai 

Youn pyaar nahin chuphta , palkon kay jhukaanay se
Aankhon kay lifaafon main tehreer chamakti hai 

Khush rang parindon kay kay loat aanay kay din aye 
Bichray huye miltay hain jab barf pighalti hai 

Shorat ki bulandi bhi , pal bhar ka tamasha hai 
Jis daal pe baithay ho , woh toot bhi sakti hai 

Raat ki tanhai main un aahaton ki kash'makash

Kaisi ajeeb hoti hai in karwaton ki kash'makash 

Her anjumaan andhoora hai , her mehfil akeli hai 
Deedaar ko tarasti , in chokhaton ki kash'makash 

NA thikana hai koi bhi zinda laashon kay liye 
Yehi hai sisaktay sunkate marghaton ki kash'makash 

Kai gehray sawalon ka karwaan jo jaisay koi 
Youn meri paishaani pe salwaton ki kash'makash 

Haadsay to sabhi ne dekhaye hon gay sadkon par 
Jaanta hai koi kiya , jam ghatton ki kash'makash

Gar us main tha bhi koi nuqs acha lagta tha

Kuch is tarah mujhay woh shakhs acha lagta tha 

Bas ik din mujhay dekha tha aankh bhar us ne 
Phir aainay ko mera aks acha lagta tha 

Woh aankhon aankhon main is pyaar se phiraati thi 
Kitaab-e-ghum ka her ik dars acha lagta tha 

Kalaam-e-yaar ki talkhi se sochta hi na tha 
Khraam-e-yaar ka woh raakhs acha lagta tha 

Churaa gaya hai gaya waqat zaiqe warna 
Hawaon kabhi lams acha lagta tha

Us ne sab ko bataya keh bhout udaas hai woh

Mujh se kiyon na kaha , ik baar us ne 

Main ne jo kaha tha keh ik baar keh kay dekhtay 
Mujh pe kiyon na kiya tha aitabaar us ne 

Woh khud tp mohabbat kay baray dawey karta hai 
Phir kiyon na kiya tha izhaar us ne 

Woh kehta hai mujhay tera saath chaeye
To barh kay kiyon na thama mera haath us ne 

Woh kehta hai to mere dil main rehta hai 
Phir kiyon kiyea itnay inkaar us ne 

Phir aaj koi ghazal us kay naam na ho jaye

Aaj kahin likhtay likhtay shaam na ho jaye 

Kar raha hoon intizaar us kay izhaar-e-mohabbat ka 
Isi intizaar main zindagi tamaam na ho jaye 

Nahin leta us ka naam sar-e-aam is dar se 
Kahin naam us ka bad'naam na ho jaye 

Maanta hoon dua jab bhi woh yaad aati hai 
Keh judai mere pyaar ka anjaam na ho jaye 

Sochta hoon darta hoon aksar tanhai main 
US kay dil main kisi aur ka maqaam na ho jaye 

Jinhain barsaat ki boondon se pyaar ho

Jinhain barsaat ki boondon se pyaar ho 

Unhain youn angaar main bheegnay ki zaroorat kiya thi

Hamain to roz aap ki khairiyat ki dua maangi thi 

Hamain phir bad'dua main ibaadat nibhaanay ki zaroorat kiya thi

Yoon to kai hain hamaray Aankhon se peenay kay liye be'chain 

Ek baar tum bhi keh detay saaqi , yoon ghairon se peenay ki zaroorat kiya thi 

Jo hua ho teri mohabbat main baghair, jis ka koi thikaana na ho 

Us ki her manzil pe aag laganay ki zaroorat kiya thi
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...