Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Allah ki rehmat ka saya , toheed ka parcham lehraya
Ae mard-e-mujahid jaag zara , ab waqat-e-shadat hai aya
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Sar rakh kay hathaili par ana
Hai zulam se tujh ko takrana
Emaan ka hai rakhwala tu
Islaam ka hai matwala tu
Emaan hai tera sar'maya
Ae mard-e-mujahid jaag zara , ab waqat-e-shadat hai aya
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Tu haath main ab talwaar utha
Rakh sar pe kafan maidaan main aa
Takbeer teri , taqdeer teri
Sab duniya hai jageer teri
Tareekh ne hai yeh batlaya
Ae mard-e-mujahid jaag zara , ab waqat-e-shadat hai aya
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Ghazil ki nazar lal'chai hai
Insaan pe tang khudai hai
Sar kufar ne dekh ubhaara hai
Islaam ko phir lal'kaara hai
TAqdeer ne yeh din dikhlaya
Ae mard-e-mujahid jaag zara , ab waqat-e-shadat hai aya
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Jaan jaati hai be'shak jaye
Parcham na tera jhuknay paye
Ghazi ko mout se kiya dar hai
Jaan de na jahaad-e-akbar hai
Quraan ne yeh hai farmaya
Ae mard-e-mujahid jaag zara , ab waqat-e-shadat hai aya
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Mehboob-e-khuda kay parwanay
Paigham-e-aquwat dena hai
Yeh kaam tujhi se lena hai
Phir kufar muqabal hai aya
Ae mard-e-mujahid jaag zara , ab waqat-e-shadat hai aya
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar
Allah-o-Akbar , Allah-o-Akbar