Sep 27, 2014

Suno ae meharm-e-jaan


Suno ae meharm-e-jaan

Sard mehri ki

Kohar ki zad main aye

Dil par

Khamoshi ki barf

Ki da'beez teh ko

Kiya kabhi

Samjhotay kay ik harf-e-na rasa ki

Halki si tapish

Pighlaa paye  gi

NAhin na

To phir raah-e-talab ki

Be'aab-o-giyaah

Rast-e-pur'khaar par

Chalnay kay baad

La'haasil musaafton aur be'naam manzilon kay

Safar-e-raigaani ka

Dukh liye  na'tawaan dil

Dard ki shakist-o-raikhat

Se nikal paye ga

NAhin na , nahin na

Aye meharm-e-jaan suno zara

Aye meharm-e-jaan suno zara


Ajab ik khumaar main guzri yeh zindagi


Ajab ik khumaar main guzri yeh zindagi

Teray hi intizaar  main guzri yeh zindagi

Milay mil kay rooth gaye

Khwaab saray toot gaye

Tum se milna tha

Kuch kehna tha

Baar baar milay

Kai baar milay

Kuch na keh paye

Go tum hi tum basay rahay dihaan main

PAr anaa aaray aati gayi her ik kaam main

Kuch kehnay se pehlay hi rutt badal gayi

Nazar lag gayi

Guzray maah-o-saal ko yaad kar kay

Khud ko behlaatay rehtay hain

Khud se yahi kehtay rehtay hain

Teray hi pyaar  main guzri yeh zindagi

Teray hi intizaar main guzri yeh zindagi

Batao aaj to hum ko


Batao aaj to hum ko

Tumhari kaj'adai ko

Bhala kiya naam dain hum ab

Yeh dil ko torna phir jorna

Kitaab-e-zeest kay panno ko

Aisa morna

Chalo hum maan letay hain

Khata sari hamari thi

Wafa jo bhi thi ki tum se

Yahi to bhool sari thi

Anaa tum ko bhi pyaari thi

Anaa hum ko bhi pyaari thi

To kiya is baat pe tum

Dil hamara tor jaao gay

Humain tum chor jaao gay

Mujhay yaado sataao na , meray peechay tum aao na


Mujhay yaado sataao na

Meray peechay tum aao na

Bhala kiya faida ho ga

Taaqub mera karnay se

Sakoon ki chand saansain to

Mujhay bhi lenay do yaado

Mujhay tum kiyon staati ho

Mujhay tum kiyon rulaati ho

Meri tanahiyon main kiyon

Dakhal andaaz hoti ho

Kahin bhi main chali jaaon

Wahin aa jaati ho yaado

Mujhay ab sonay do yaado

Bhout shab khaiz yaadain hain

Mujhay sonay nahin detein

Her taraf phool thay



Her taraf phool thay

Kaliyon ki mehak thi

Chaand ki chaandni se khilta aasmaan tha

Rangon ki her lamha aik nayi daastaan thi

Aankhain khuli main tum thay

Kehna aye hawa us se

Na phool hain

Na kaliyon ki mehak hai

NA chaand ki chandani hai

NA rangon ka jahaan hai

Yeh kehna us se hawa

Jab se tum gaye ho

Khuli aankhain veeraan hain aur

Sapno ki zameen banjar hai

Mujhay ehal-e-mohabbat se faqat itna hi kehna hai


Mujhay ehal-e-mohabbat se

Faqat itna hi kehna hai

Keh banjar dil ki khaiti main

Koi bhi beej daalo gay

To fasal-e-gham hi kaato gay

Wahan bas dard ugnay hain

Wafa ki khush'numa chiriyon

Tumhain bas dard chugnay hain

Zindagi ki marzi hai jis taraf bhi lay jaye


Zindagi ki marzi hai

Jis taraf bhi lay jaye

Manzilain dikha kar phir

Raaston main kho jaye

Roshni dikha kar phir

Tareekh ho jaye

Habs main jala kar phir

Khud bahaar ho jaye

Be'qaraar kar kay phir

Khud qaraar ho jaye

Her khushi thamma kar phir

Ashkbaar ho jaye

Raabtay barha kay phir

Khud khafa yeh ho jaye

Be'wafa bana kay phir

Be'wafa khud ho jaye

Zindagi ki marzi hai

Jis taraf bhi lay jaye

Manzalain dikha kay phir

Raaston main kho jaye

Musafir na ghabra, maza le safar ka


Musafir na ghabra, maza le safar ka

Zara haath mila lay keh kuch barf piglay

Jo tehra raha to yeh imkaan hai keh

Koi tujh ko harf-e-ghalat se mitta dy

Na baandho safar main yeh kam khwaab-o-altaas

HAin kaafi safar kay liye zarf kacchay

Yeh manzil nahin hai , jo ehsaas hota

To hum waqat ko apnay zaya na kartay

Karam tujh pe azhar jo rab ka na hota

To hotay na tujh main kai wasf aisay

Mujhay chahton se hai gila


Mujhay chahton se hai gila

Inhi chahaton se jaana

Meri raahatain ujar gayein

Meri aarzo'ain bikhar gayein

Meri khwaishain kidhar gayein

Meray marz ki koi dawa nahin

Meray zakham ko hawa hai di

Meri talkhiyon ko barha diya

Mujhay hijar  main hai jala diya

Mujhay khaak kar kay urra diya

Meri zaat ko hai mitta diya

Mujhay chahaton se hai gila

Inhi chahaton se jaana

Meri raahatein hain ujar gayein

Be'chragh aankahin hain


Be'chragh aankahin hain

Kiyon udaas aankhain hain

Dil nawaaz aankhain hain

Be'hijaab aankhain hain

Be'khumaar aankahin hain

Pur'khyaal aankahin hain

Be'khwaab aankhain hain

Be'qaraar aankahin hain

Pur'sawaal aankhain hain

Kiyon meri aankhon main

Aaj

Us ki aankhain hain

Aao to zara socho


Aao to zara socho

Koi taghayur ho

Haan kuch to naya socho

Kehnay ko kahoon zinda

Sard hai woh shola

Dil jis se hai tabinda

Mehroom-e-hunar kab tak

Phirtay rahain gay youn

Haan khaak basar kab tak

Afsoos to hota hai

Log jo be'hiss hon

Dil dard se rota hai

Dil gham'zada , afsurda

Shola nihaan is main

Samjho na issay murda

Dard be'kraan hai dil main jo rawaan hai


Dard be'kraan hai

Dil main jo rawaan hai

Jaanta hai woh magar

Us ko yeh gumaan hai

Baarishon kay aanay tak

Zabt kar hi jaaon ga

Jis tarah bhi ban para

HAnson ga , muskuraaon ga

Mujh pe hai bhout yaqeen

Us ko yeh kabar nahin

Ashk to azaad hain

Dil pe to jabar nahin

Baarish kay aanay tak

Ashk ruk na payein gay

Jaanta hoon zabt kay

Band toot jayein gay

Phir bhi yeh khyaal hai

Us ka maan rakhna hai

Ashk na woh dekh lay

Yeh dihaan rakhna hai

Surkh , nam aankahin liye

Dekhta hoon aasmaan

Aur sawaal karta hoon

Ae khuda-e-do jahan

Baarishain kab ayein gi

Baarishain kab ayein gi

Gunnah saray zameen se aasmaan tak


logo

Gunnah saray zameen se aasmaan tak

Phail jayein aur

Falak ko dain azaabon ki agar dawat

To aisay main nadamat ka koi qatra

Azaabon kay waseeh dariya kay rukh ko

Mor deta hai , junoon ko tor deta hai

Agar yeh haath uth jayein dua ko to

Gunaahon kay pahaaron ko mitta daalain

Zameen-o-aasmaan ko yeh hilla daalain

Chalo hum tum dua kar lain

Khuda se iltaja kar lain

Khaloos-e-dil se maangain to

Wafaein radd nahin hotein

Duaein radd nahin hotein

Wafaein radd nahin hotein duaein radd nahin hotein


logo

Gunnah saray zameen se aasmaan tak

Phail jayein aur

Falak ko dain azaabon ki agar dawat

To aisay main nadamat ka koi qatra

Azaabon kay waseeh dariya kay rukh ko

Mor deta hai , junoon ko tor deta hai

Agar yeh haath uth jayein dua ko to

Gunaahon kay pahaaron ko mitta daalain

Zameen-o-aasmaan ko yeh hilla daalain

Chalo hum tum dua kar lain

Khuda se iltaja kar lain

Khaloos-e-dil se maangain to

Wafaein radd nahin hotein

Duaein radd nahin hotein

Falak ko dain azaabon ki agar dawat


logo

Gunnah saray zameen se aasmaan tak

Phail jayein aur

Falak ko dain azaabon ki agar dawat

To aisay main nadamat ka koi qatra

Azaabon kay waseeh dariya kay rukh ko

Mor deta hai , junoon ko tor deta hai

Agar yeh haath uth jayein dua ko to

Gunaahon kay pahaaron ko mitta daalain

Zameen-o-aasmaan ko yeh hilla daalain

Chalo hum tum dua kar lain

Khuda se iltaja kar lain

Khaloos-e-dil se maangain to

Wafaein radd nahin hotein

Duaein radd nahin hotein

Mohabbat main ne bhi ki thi


Mohabbat main ne bhi ki thi

Kisi ko dil se chaha tha

Nahin ab paas woh meray

MAgar yeh log kehtay hain

Woh dekho zard chehra hai

Nigahain sard hain is ki

Honton se hansi ghayeib

Maathay pe shikan zaahir

Mohabbat is ne ki ho gi

Haan

Mohabbat main ne bhi ki thi

NAhin ab paas woh meray 

Woh kaisay log hotay hain


Woh kaisay log hotay hain

Keh

Jin ki aankh nam na ho

Jin ko koi gham na ho

Naam hi rog hotay hain

Woh kaisay log hotay hain

woh kaisay log hotay hain

Suno ae dost


Suno ae dost

Mohabbat tum ne karni hai

To phir be'aas ho jaana

Dil ko sakht kar lena

Maathay pe shikan na ho

Honton pe hansi na ho

Chehray pe sakoon na ho

Haan mohabbat aisa karti hai

Bhout be'dard hoti hai

Dil ko dard deti hai

Chehray ko zard karti hai

Aankhon ko sard karti hai

Bhout hi dard deti hai

Mohabbat tum ne karni hai

To phir be'aas ho jaana

Koi duniya aur basaata hai


Koi duniya aur basaata hai

Koi duniya chor kay jaata hai

Yeh duniya bhi kiya duniya hai

Ik pal main sab kho jaata hai

Koi yaad kare koi yaad aye

Par kab tak dil ko behlaye

Jo saath na apnay chal paye

Dil kiyon un ko pachtaa'ta hai

Ik pal main sab kuch ko jaata hai

Hum kiyon kar phir se pyaar kar lain

Hum tanha hain be'kaar nahin

Ik umar ganwaai hai hum ne

Ab aur waqat dar'kaar nahin

Yeh dour hamain sikhlaata hai

Ik pal main sab kho jaata hai

Yeh silsalay azaab kay , yeh fasilay , yeh qurbatein


Yeh silsalay azaab kay , yeh fasilay , yeh qurbatein

Ajeeb si yeh raahatein , yeh chahtain , yeh mohabbatain

Ik lagan ki aag si, yeh tarap kasak hai kiya

Moal lain azaab aur muft baantain nafratein

Kisi kay haath main qalam , kisi kay haath main alm

Kisi kay haath main taighzan, Kisi ka tann hai aag main

Kisi kay sar pe taaj hai , kisi ka sar hai daar pe

Ajeeb sa hai khouf sa, Yeh wehshatein yeh dehshatein

Bhaagtay hain mard-o-zan , yeh bachay boorhay kis taraf

NA koi in ka reh'numa , na raastay na manzilain

Aye waqat tu zara tehar , zara to thamm kay saans lain

Yeh khasta haal aadmi , yeh neem jaan auratein

Woh qissa-e-gham sunaata raha mera zabt azmaata raha


Woh qissa-e-gham sunaata raha

Mera zabt azmaata raha

Aaj sar-e-baam woh apnay

Dil kay daagh dikhaata raha

Noha-e-dil-e-barbaad koi

Akheer-e-sab ko gaata raha

Kisi kay haath main teer thay

Koi zakham sehlaata raha

Woh sakoon ka mutlaashi tha

Aur mujhay dard bhaata raha

Us ki tanhai ka khyaal

Mujhay her pal stata raha

Kiya hai hijr-o-wisaal aakhir

Waqat mujhay samjhata raha

Bhulaanay se woh nahon bhula

Reh reh kay yaad aata raha

Raqabat ki intiha dekho

Suraj diya bhujhata raha

Khaak hui main jal jal kar

Zamana raakh uraata raha

Us ki aankh ka paani

Mujhay shab bhar rulaata raha

Ae zindagi mujh se rooth na jana


Ae zindagi mujh se rooth na jana

Faqat tab tak

Saanson se wada nibha karo

Jab manzil main ponch kar

Apni aankhon ko

Is kay chahray se sairaab na kar lo

Tab tak

Ae zindagi mujh se wafa karna

Aye zindagi mujh se wafa karna

Aye meharm-e-jaan suno zara

Suno ae meharm-e-jaan
Sard mehri ki
Kohar ki zad main aye
Dil par
Khamoshi ki barf
Ki da'beez teh ko
Kiya kabhi
Samjhotay kay ik harf-e-na rasa ki
Halki si tapish
Pighlaa paye  gi
NAhin na
To phir raah-e-talab ki
Be'aab-o-giyaah
Rast-e-pur'khaar par
Chalnay kay baad
La'haasil musaafton aur be'naam manzilon kay
Safar-e-raigaani ka
Dukh liye  na'tawaan dil
Dard ki shakist-o-raikhat
Se nikal paye ga
NAhin na , nahin na
Aye meharm-e-jaan suno zara
Aye meharm-e-jaan suno zara

Teray hi intizaar main guzri yeh zindagi


Ajab ik khumaar main guzri yeh zindagi

Teray hi intizaar  main guzri yeh zindagi

Milay mil kay rooth gaye 

Khwaab saray toot gaye

Tum se milna tha 

Kuch kehna tha 

Baar baar milay 

Kai baar milay 

Kuch na keh paye

Go tum hi tum basay rahay dihaan main 

PAr anaa aaray aati gayi her ik kaam main 

Kuch kehnay se pehlay hi rutt badal gayi 

Nazar lag gayi 

Guzray maah-o-saal ko yaad kar kay 

Khud ko behlaatay rehtay hain 

Khud se yahi kehtay rehtay hain 

Teray hi pyaar  main guzri yeh zindagi 

Teray hi intizaar main guzri yeh zindagi

Humain tum chor jaao gay


Batao aaj to hum ko 

Tumhari kaj'adai ko 

Bhala kiya naam dain hum ab 

Yeh dil ko torna phir jorna 

Kitaab-e-zeest kay panno ko 

Aisa morna 

Chalo hum maan letay hain 

Khata sari hamari thi

Wafa jo bhi thi ki tum se

Yahi to bhool sari thi 

Anaa tum ko bhi pyaari thi

Anaa hum ko bhi pyaari thi

To kiya is baat pe tum 

Dil hamara tor jaao gay 

Humain tum chor jaao gay 


Bhout shab khaiz yaadain hain


Mujhay yaado sataao na 

Meray peechay tum aao na 

Bhala kiya faida ho ga 

Taaqub mera karnay se

Sakoon ki chand saansain to

Mujhay bhi lenay do yaado 

Mujhay tum kiyon staati ho

Mujhay tum kiyon rulaati ho

Meri tanahiyon main kiyon 

Dakhal andaaz hoti ho

Kahin bhi main chali jaaon 

Wahin aa jaati ho yaado

Mujhay ab sonay do yaado

Bhout shab khaiz yaadain hain 

Mujhay sonay nahin detein

Yeh kehna us se hawa


Her taraf phool thay 

Kaliyon ki mehak thi

Chaand ki chaandni se khilta aasmaan tha 

Rangon ki her lamha aik nayi daastaan thi

Aankhain khuli main tum thay 

Kehna aye hawa us se

Na phool hain 

Na kaliyon ki mehak hai 

NA chaand ki chandani hai 

NA rangon ka jahaan hai 

Yeh kehna us se hawa

Jab se tum gaye ho

Khuli aankhain veeraan hain aur

Sapno ki zameen banjar hai 


 

Tumhain bas dard chugnay hain


Mujhay ehal-e-mohabbat se 

Faqat itna hi kehna hai 

Keh banjar dil ki khaiti main 

Koi bhi beej daalo gay 

To fasal-e-gham hi kaato gay 

Wahan bas dard ugnay hain 

Wafa ki khush'numa chiriyon 

Tumhain bas dard chugnay hain 


Manzilain dikha kar phir raaston main kho jaye


Zindagi ki marzi hai 

Jis taraf bhi lay jaye

Manzilain dikha kar phir

Raaston main kho jaye

Roshni dikha kar phir 

Tareekh ho jaye

Habs main jala kar phir

Khud bahaar ho jaye

Be'qaraar kar kay phir

Khud qaraar ho jaye

Her khushi thamma kar phir 

Ashkbaar ho jaye

Raabtay barha kay phir

Khud khafa yeh ho jaye

Be'wafa bana kay phir

Be'wafa khud ho jaye

Zindagi ki marzi hai 

Jis taraf bhi lay jaye

Manzalain dikha kay phir

Raaston main kho jaye

Zara haath mila lay keh kuch barf piglay


Musafir na ghabra, maza le safar ka

Zara haath mila lay keh kuch barf piglay

Jo tehra raha to yeh imkaan hai keh 

Koi tujh ko harf-e-ghalat se mitta dy

Na baandho safar main yeh kam khwaab-o-altaas

HAin kaafi safar kay liye zarf kacchay 

Yeh manzil nahin hai , jo ehsaas hota 

To hum waqat ko apnay zaya na kartay 

Karam tujh pe azhar jo rab ka na hota 

To hotay na tujh main kai wasf aisay

Meri raahatain ujar gayein


Mujhay chahton se hai gila

Inhi chahaton se jaana

Meri raahatain ujar gayein 

Meri aarzo'ain bikhar gayein 

Meri khwaishain kidhar gayein 

Meray marz ki koi dawa nahin 

Meray zakham ko hawa hai di 

Meri talkhiyon ko barha diya 

Mujhay hijar  main hai jala diya 

Mujhay khaak kar kay urra diya 

Meri zaat ko hai mitta diya 

Mujhay chahaton se hai gila

Inhi chahaton se jaana

Meri raahatein hain ujar gayein

Kiyon udaas aankhain hain


Be'chragh aankahin hain 

Kiyon udaas aankhain hain 

Dil nawaaz aankhain hain 

Be'hijaab aankhain hain 

Be'khumaar aankahin hain 

Pur'khyaal aankahin hain 

Be'khwaab aankhain hain 

Be'qaraar aankahin hain 

Pur'sawaal aankhain hain 

Kiyon meri aankhon main 

Aaj

Us ki aankhain hain

Dil dard se rota hai



Aao to zara socho

Koi taghayur ho

Haan kuch to naya socho

Kehnay ko kahoon zinda 

Sard hai woh shola

Dil jis se hai tabinda

Mehroom-e-hunar kab tak

Phirtay rahain gay youn 

Haan khaak basar kab tak 

Afsoos to hota hai 

Log jo be'hiss hon 

Dil dard se rota hai 

Dil gham'zada , afsurda 

Shola nihaan is main 

Samjho na issay murda

kuch to naya socho


Aao to zara socho

Koi taghayur ho

Haan kuch to naya socho

Kehnay ko kahoon zinda 

Sard hai woh shola

Dil jis se hai tabinda

Mehroom-e-hunar kab tak

Phirtay rahain gay youn 

Haan khaak basar kab tak 

Afsoos to hota hai 

Log jo be'hiss hon 

Dil dard se rota hai 

Dil gham'zada , afsurda 

Shola nihaan is main 

Samjho na issay murda

Jaanta hai woh magar




Dard be'kraan hai 

Dil main jo rawaan hai 

Jaanta hai woh magar 

Us ko yeh gumaan hai 

Baarishon kay aanay tak 

Zabt kar hi jaaon ga 

Jis tarah bhi ban para 

HAnson ga , muskuraaon ga 

Mujh pe hai bhout yaqeen 

Us ko yeh kabar nahin 

Ashk to azaad hain 

Dil pe to jabar nahin 

Baarish kay aanay tak

Ashk ruk na payein gay 

Jaanta hoon zabt kay 

Band toot jayein gay 

Phir bhi yeh khyaal hai 

Us ka maan rakhna hai 

Ashk na woh dekh lay 

Yeh dihaan rakhna hai 

Surkh , nam aankahin liye

Dekhta hoon aasmaan 

Aur sawaal karta hoon 

Ae khuda-e-do jahan 

Baarishain kab ayein gi 

Baarishain kab ayein gi 


Baarishain kab ayein gi



Dard be'kraan hai 

Dil main jo rawaan hai 

Jaanta hai woh magar 

Us ko yeh gumaan hai 

Baarishon kay aanay tak 

Zabt kar hi jaaon ga 

Jis tarah bhi ban para 

HAnson ga , muskuraaon ga 

Mujh pe hai bhout yaqeen 

Us ko yeh kabar nahin 

Ashk to azaad hain 

Dil pe to jabar nahin 

Baarish kay aanay tak

Ashk ruk na payein gay 

Jaanta hoon zabt kay 

Band toot jayein gay 

Phir bhi yeh khyaal hai 

Us ka maan rakhna hai 

Ashk na woh dekh lay 

Yeh dihaan rakhna hai 

Surkh , nam aankahin liye

Dekhta hoon aasmaan 

Aur sawaal karta hoon 

Ae khuda-e-do jahan 

Baarishain kab ayein gi 

Baarishain kab ayein gi 


Yeh dihaan rakhna hai


Dard be'kraan hai 

Dil main jo rawaan hai 

Jaanta hai woh magar 

Us ko yeh gumaan hai 

Baarishon kay aanay tak 

Zabt kar hi jaaon ga 

Jis tarah bhi ban para 

HAnson ga , muskuraaon ga 

Mujh pe hai bhout yaqeen 

Us ko yeh kabar nahin 

Ashk to azaad hain 

Dil pe to jabar nahin 

Baarish kay aanay tak

Ashk ruk na payein gay 

Jaanta hoon zabt kay 

Band toot jayein gay 

Phir bhi yeh khyaal hai 

Us ka maan rakhna hai 

Ashk na woh dekh lay 

Yeh dihaan rakhna hai 

Surkh , nam aankahin liye

Dekhta hoon aasmaan 

Aur sawaal karta hoon 

Ae khuda-e-do jahan 

Baarishain kab ayein gi 

Baarishain kab ayein gi 


Gunnah saray zameen se aasmaan tak



logo
Gunnah saray zameen se aasmaan tak
Phail jayein aur
Falak ko dain azaabon ki agar dawat 
To aisay main nadamat ka koi qatra 
Azaabon kay waseeh dariya kay rukh ko 
Mor deta hai , junoon ko tor deta hai 
Agar yeh haath uth jayein dua ko to 
Gunaahon kay pahaaron ko mitta daalain 
Zameen-o-aasmaan ko yeh hilla daalain 
Chalo hum tum dua kar lain 
Khuda se iltaja kar lain 
Khaloos-e-dil se maangain to 
Wafaein radd nahin hotein 
Duaein radd nahin hotein 

Chalo hum tum dua kar lain


logo
Gunnah saray zameen se aasmaan tak
Phail jayein aur
Falak ko dain azaabon ki agar dawat 
To aisay main nadamat ka koi qatra 
Azaabon kay waseeh dariya kay rukh ko 
Mor deta hai , junoon ko tor deta hai 
Agar yeh haath uth jayein dua ko to 
Gunaahon kay pahaaron ko mitta daalain 
Zameen-o-aasmaan ko yeh hilla daalain 
Chalo hum tum dua kar lain 
Khuda se iltaja kar lain 
Khaloos-e-dil se maangain to 
Wafaein radd nahin hotein 
Duaein radd nahin hotein 

Kisi ko dil se chaha tha nahin ab paas woh meray


Mohabbat main ne bhi ki thi 

Kisi ko dil se chaha tha 

Nahin ab paas woh meray 

MAgar yeh log kehtay hain 

Woh dekho zard chehra hai 

Nigahain sard hain is ki 

Honton se hansi ghayeib

Maathay pe shikan zaahir

Mohabbat is ne ki ho gi 

Haan 

Mohabbat main ne bhi ki thi 

NAhin ab paas woh meray

Naam hi rog hotay hain


Woh kaisay log hotay hain 

Keh

Jin ki aankh nam na ho 

Jin ko koi gham na ho

Naam hi rog hotay hain

Woh kaisay log hotay hain 

woh kaisay log hotay hain

Mohabbat tum ne karni hai to phir be'aas ho jaana



Suno ae dost 

Mohabbat tum ne karni hai 

To phir be'aas ho jaana

Dil ko sakht kar lena 

Maathay pe shikan na ho 

Honton pe hansi na ho 

Chehray pe sakoon na ho

Haan mohabbat aisa karti hai 

Bhout be'dard hoti hai 

Dil ko dard deti hai 

Chehray ko zard karti hai

Aankhon ko sard karti hai

Bhout hi dard deti hai

Mohabbat tum ne karni hai

To phir be'aas ho jaana

Bhout hi dard deti hai


Suno ae dost 

Mohabbat tum ne karni hai 

To phir be'aas ho jaana

Dil ko sakht kar lena 

Maathay pe shikan na ho 

Honton pe hansi na ho 

Chehray pe sakoon na ho

Haan mohabbat aisa karti hai 

Bhout be'dard hoti hai 

Dil ko dard deti hai 

Chehray ko zard karti hai

Aankhon ko sard karti hai

Bhout hi dard deti hai

Mohabbat tum ne karni hai

To phir be'aas ho jaana

Ik pal main sab kho jaata hai




Koi duniya aur basaata hai 

Koi duniya chor kay jaata hai

Yeh duniya bhi kiya duniya hai

Ik pal main sab kho jaata hai 

Koi yaad kare koi yaad aye

Par kab tak dil ko behlaye

Jo saath na apnay chal paye

Dil kiyon un ko pachtaa'ta hai 

Ik pal main sab kuch ko jaata hai 

Hum kiyon kar phir se pyaar kar lain 

Hum tanha hain be'kaar nahin 

Ik umar ganwaai hai hum ne 

Ab aur waqat dar'kaar nahin 

Yeh dour hamain sikhlaata hai 

Ik pal main sab kho jaata hai 

 

Hum tanha hain be'kaar nahin



Koi duniya aur basaata hai 

Koi duniya chor kay jaata hai

Yeh duniya bhi kiya duniya hai

Ik pal main sab kho jaata hai 

Koi yaad kare koi yaad aye

Par kab tak dil ko behlaye

Jo saath na apnay chal paye

Dil kiyon un ko pachtaa'ta hai 

Ik pal main sab kuch ko jaata hai 

Hum kiyon kar phir se pyaar kar lain 

Hum tanha hain be'kaar nahin 

Ik umar ganwaai hai hum ne 

Ab aur waqat dar'kaar nahin 

Yeh dour hamain sikhlaata hai 

Ik pal main sab kho jaata hai 

 

Yeh duniya bhi kiya duniya hai


Koi duniya aur basaata hai 

Koi duniya chor kay jaata hai

Yeh duniya bhi kiya duniya hai

Ik pal main sab kho jaata hai 

Koi yaad kare koi yaad aye

Par kab tak dil ko behlaye

Jo saath na apnay chal paye

Dil kiyon un ko pachtaa'ta hai 

Ik pal main sab kuch ko jaata hai 

Hum kiyon kar phir se pyaar kar lain 

Hum tanha hain be'kaar nahin 

Ik umar ganwaai hai hum ne 

Ab aur waqat dar'kaar nahin 

Yeh dour hamain sikhlaata hai 

Ik pal main sab kho jaata hai 

 

Ajeeb si yeh raahatein , yeh chahtain , yeh mohabbatain


Yeh silsalay azaab kay , yeh fasilay , yeh qurbatein 

Ajeeb si yeh raahatein , yeh chahtain , yeh mohabbatain 

Ik lagan ki aag si, yeh tarap kasak hai kiya 

Moal lain azaab aur muft baantain nafratein 

Kisi kay haath main qalam , kisi kay haath main alm

Kisi kay haath main taighzan, Kisi ka tann hai aag main 

Kisi kay sar pe taaj hai , kisi ka sar hai daar pe 

Ajeeb sa hai khouf sa, Yeh wehshatein yeh dehshatein 

Bhaagtay hain mard-o-zan , yeh bachay boorhay kis taraf 

NA koi in ka reh'numa , na raastay na manzilain 

Aye waqat tu zara tehar , zara to thamm kay saans lain 

Yeh khasta haal aadmi , yeh neem jaan auratein 


Mujhay shab bhar rulaata raha



Woh qissa-e-gham sunaata raha 

Mera zabt azmaata raha 

Aaj sar-e-baam woh apnay 

Dil kay daagh dikhaata raha 

Noha-e-dil-e-barbaad koi 

Akheer-e-sab ko gaata raha 

Kisi kay haath main teer thay 

Koi zakham sehlaata raha 

Woh sakoon ka mutlaashi tha

Aur mujhay dard bhaata raha 

Us ki tanhai ka khyaal

Mujhay her pal stata raha 

Kiya hai hijr-o-wisaal aakhir

Waqat mujhay samjhata raha

Bhulaanay se woh nahon bhula

Reh reh kay yaad aata raha 

Raqabat ki intiha dekho

Suraj diya bhujhata raha 

Khaak hui main jal jal kar

Zamana raakh uraata raha 

Us ki aankh ka paani 

Mujhay shab bhar rulaata raha

Khaak hui main jal jal kar


Woh qissa-e-gham sunaata raha 

Mera zabt azmaata raha 

Aaj sar-e-baam woh apnay 

Dil kay daagh dikhaata raha 

Noha-e-dil-e-barbaad koi 

Akheer-e-sab ko gaata raha 

Kisi kay haath main teer thay 

Koi zakham sehlaata raha 

Woh sakoon ka mutlaashi tha

Aur mujhay dard bhaata raha 

Us ki tanhai ka khyaal

Mujhay her pal stata raha 

Kiya hai hijr-o-wisaal aakhir

Waqat mujhay samjhata raha

Bhulaanay se woh nahon bhula

Reh reh kay yaad aata raha 

Raqabat ki intiha dekho

Suraj diya bhujhata raha 

Khaak hui main jal jal kar

Zamana raakh uraata raha 

Us ki aankh ka paani 

Mujhay shab bhar rulaata raha

Faqat tab tak


Ae zindagi mujh se rooth na jana 

Faqat tab tak

Saanson se wada nibha karo

Jab manzil main ponch kar

Apni aankhon ko

Is kay chahray se sairaab na kar lo

Tab tak

Ae zindagi mujh se wafa karna 

Aye zindagi mujh se wafa karna

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...