Jun 1, 2018

Uss ka miyaar abhi mujh se juda hai lakin


Uss ka miyaar abhi mujh se juda hai lakin 

Woh bhi bikhray ga to ho jaye ga meray jaisa

Seenay laa kay sambh lay manu


Seenay laa kay sambh lay manu
Dukhray andar taar ne maye 

Jindrri meh thon nibhdi nahii
Ik wari fir paal ni maye

Woh zindagi keh jissay zindagi se nisbat thi


Woh zindagi keh jissay zindagi se nisbat thi 

Tumhari zulf-e-parishan pe waar di hum ne 

Kuch aisa sard hua jazba-e-wafa saghar 

Khud apni zaat bhi hans hans kay haar di hum ne 

Ab to awz bhi do gay to nahin ayein gay


Ab to awz bhi do gay to nahin ayein gay 

Tootnay walay qayamat ki ana rakhtay hain 

Abhi to raakh huye hain teray firaaq main hum


Abhi to raakh huye hain teray firaaq main hum 

Abhi to hamaray bikharnay ka khel baqi hai 

Acha hua gaya waqt wapas nahin aata


Acha hua gaya waqt wapas nahin aata 

Warna kitnay log be'niqab hotay 

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...