Sep 28, 2014

Mujhay kal mera aik saathi mila


Mujhay kal mera aik saathi mila

Jis ne yeh raaz khola

Keh ab jazba-e-shouq ki wehshaton kay zamanay gaye

Phir woh aahista aahita  chaaron taraf dekhta

Mujh se kehnay laga

Ab bisaat-e-mohabbat lapito

JAhan se bhi mil jaye

Doulat smaito

Gharz kuch to tehzeeb seekho

Meray dil meray musaafir


Meray dil meray musaafir

Hua phir se hukam saadir

Keh watan badar hon hum tum

Dain gali gali sadaein

Karain rukh nagar nagar ka

Keh suraagh koi payein

Kisi yaar-e-nama'bar ka

Her aik ajnabi se poochain

Jo pata tha apnay ghar ka

Sar-e-koo-e-nashiyaan

Hamain din se raat karna

Kabhi is se baat karna

Tumhain kiya kahoon keh kiya hai

Shab-e-gham buri balaa hai

Hamain yeh bhi tha ghaneemat

Jo koi shumaar hota

Hamain kiya bura tha marna

Agar ek baar hota

Kiya kiya dukh dil ne paye nanhi si khushi kay badlay


Kiya kiya dukh dil ne paye

Nanhi si khushi kay badlay

Haan kon se zakham na khaye

Thori si hansi kay badlay

Zakhmon ka kon shumaar kare

Yaadon ka kaisa hisaarkaray

Aur jeena phir se azaab karay

Us waqat ka kon hisaab karay

Woh waqat jo tujh bin beet gaya

Tumhara kehna hai


Tumhara kehna hai

Tum mujhay be'pannah shiddat se chahtay ho

Tumhari chahat

Wasal ki aakhri haddon tak

Meray faqat meray naam ho gi

Mujhay yaqeen hai

mujhay yaqeen hai

Magar qasam khaanay wali larki

Tumhari aankhon main aik til hai

Khushiyon ki po'shaak pehan kar



Khushiyon ki po'shaak pehan kar

Kon gali main aya hai

Kaisa yeh paighaam rasaan hai

Kiya kiya khabrain laya hai

Khirki kay baahir dekho

Mousam meray dil ki baatain

Tum se kehnay aya hai

Her koi yaar nahin honda bulleha



Her koi yaar nahin honda bulleha

Kadi kaliyan beh kay soch tay sahi

Sard sard mousam main zard zard honton pe


Sard sard mousam main

Zard zard honton pe

Chup ka yeh jo pahaara hai

Yeh bhi jurm tehra hai

Is taveel chup ki bhi

Un kay sar hi sehra hai

Sardiyon ki shaamon main

Shaal orhay yaadon ki

Haan kisi kay waadon ki

Chal ae dil tu us wadi

Jis jaga pe kaanton ka

Ik ghanna sa jungle hai

Us ghannay se jungle main

Qabar hai shakista si

Us main dafan hain yaadain

Kuch udaas shaamon ki

Phir us khwaab ne be'chain kar diya ho ga


Phir us khwaab ne be'chain kar diya ho ga

Neend main hi sahi mera naam jab liya ho ga

Kon aata hai kisi se is tarah milnay

Mera khyaal teray dil main aa gaya ho ga

Kuch to hai teray meray darmiyaan kahin

Ek baar sahi dil zor se dharka ho ga

Kabhi yaad jo ayi ho gi tanhai main

Laakh roka magar ek aansoo to tapka ho ga

Ishq zaahir na ho zubaan se magar

Sab aankhon ne keh diya ho ga

Rishtay bantay hain aasmaano main

Tera mera bhi teh hua ho ga

Dil main tasveer kisi ki hai "Zahid"

Haan yaqeenan tumhain pata ho ga

Kitni ajeeb baat hai keh ab woh meray saath hai


Kitni ajeeb baat hai

Keh ab woh meray saath hai

Kitni ajeeb baat hai

Woh tab bhi meray saath thi

Par tab , dooriyaan bhi thein

Chahat ko aik honay main

Bhout si majbooriyaan bhi thein

Hum tab bhi baat kartay thay

Hum ab bhi baat kartay hain

Tab card khatam ho jaatay thay

MAgar baat khatam na hoti thi

Ab samnay hain main aur woh magar

Kiyon sochna parta hai , agar

Koi baat us se kehni ho

Hum kabhi na kabhi mar jayein gay


Hum kabhi na kabhi mar jayein gay

JAb tum murr kay dekho gay

Tab hum nazar nahin ayein gay

Khusiyaan dhoondtay dhoondtay

Dukh kitnay uthaein gay

Raah main aanay wale sab

Mushkalon se takraain gay

Phir bhi hum ko nahin yaqeen

Tujh ko bhool jayein gay

Faisal is qissay ko hum

Kab talak dohraain gay

Tu ne hum ko jaana nahin

Pyaar hamara maana nahin

Shayed tu hum ko samjha sakay

Dil ko yeh samjhain gay

Hum kabhi na kabhi mar jayein gay

Zindagi ka haasil hain chand sookhay pattay


Zindagi ka haasil hain

Chand sookhay pattay jo

Un raahon pe bikhartay hain

Jin par hum tum chaltay hain

Haathon main thaamay haath

Haath ab woh khaali hain

Meri qismat ki maanind

Raatain bhi ab khaali hain

Meri zulfon ki maanind

Door yeh zardi ho jaye

Chaa jaye her soo nayi bahaar

Tayer bhi jo thak baithay hain

Ho jayen urrnay ko tayaar

Aa jaao agar tum aik baar

Itna bas tum se kehtay hain

Hum thak kar aankahin mond na lain

Faisal , aur kitna intizaar


Mohabbat baandh leti hai hamain kuch kachay dhaagon se


Mohabbat baandh leti hai

HAmain kuch kachay dhaagon se

Jinhain hum tor detay hain


Kisi anjaanay ko pehlay

Hum apna maan letay hain

Ussay phir chor detay hain


Mohabbat ki sabhi baatain

Hum seenay main chupaatay hain

Magar dil tor detay hain

Kisi sahaaray kharra hai dekho


Kisi sahaaray kharra hai dekho

Hayaat ka yeh haseen manzir

LAga jo taisha , Girray ga aisa

JAhan bhi dekho gay

Gard ho gi

Dhuawain ki maanind

Hawa main urrti

Yeh kehti ho gi

MAin bhi thi ab tak , haseen manzir

Mujhay bhi jeenay ki aarzoo thi

Magar tha urnay ka shouq ziada

Hawa main urrana tha , urr rahi hoon

Saharay lakin kiyon hil rahay hain

Zameen-o-akaash kiyon mil rahay hain

Khayaal haqeeqat main dhal rahay hain

Yahan pe meri bisaat kiya hai

Mera sahara-e-hayaat kiya hai

Teri dua main , teri dua hai

Wagarna meri bisaat kiya hai

Mere jism se meri rooh nikaal di usne



Mere jism se meri rooh nikaal di usne

Mujhe udaas rehne ki adat daal di usne

Main ny jb b usay apna bnana chaha

Baton Baton mein baat taal di us ny

Kisi ne us se pucha k chahat kya hy dost

Pehle to bohot roya phr meri misaal di usne

Main ne kaha Mere liye bhi Dua kia kro


Main ne kaha Mere liye bhi Dua kia kro

Us ne kaha is ki Fikar na kiya kro

Main ne kaha Mere Zehan pe Rehta hai Bojh sa

Us ne kaha Chupke se thora Ro liya kro

Main ne kaha Ratoon ko Neend nahi aati

Us ne kaha Soney ki Koshish to kya kro

Main ne kaha Dil me teri Yadain hain

Us ne kaha Dil ko Samjha Liya kro

Main ne kaha Tere Milne ki koi Umeed hai

Us ne kaha pagal Qismat pe itna Bharosa na kiya karo

Sharafat Soz Tasveeron Ki Uryani Nahi Jati



Sharafat Soz Tasveeron Ki Uryani Nahi Jati

Adab Ki AAR Main Targheeb-e-Roomani Nahi Jati

Khuda Maloom Kia Anjaam Hoga Nasl-e-Aadam Ka

Watan" Se Fahash Naghmon Ki Farawani Nahi Jati

Azab Aaye To Us Main Sainkron Ki Jan Jati Hai

Nahi Jati To Shaitanon Ki Shaitani Nahi Jati

Kaheen Basti Ki Basti Boond Pani Ko Tarasti Hai

Kaheen Barish Barasti Hai To Tughyani Nahi Jati

Jahan K Zrray Zrray Se Numayaan Hai Jalal Uska

Magar Ham Se Khuda Ki Zaat Pehchani Nahi Jati

Zamana Is Qadar Qaail Hua Hai Jhoot Ka yaaro

Jo Sach Kehta Hai Uski aik Bhi Maani Nahi Jati

Mujhe muhabaton se kuch mila nahi


Mujhe muhabaton se kuch mila nahi

Mujhe tum se bhi koi gila nahi

Meri zindagi hai 1 aesa uljha sawal?

Jo aj tak kisi se suljha nahi

Meri zaat se kisi ko koi taklef ho

Mene to kabhi ye chaha nahi

Har 1 ne mujh hi ko dard diya

Mera to dard bhi kisi ne samjha nahi

Kiyon me raston ko ilzam don?

Mera humsafar hi sath chala nahi

Me usko Bewafa sa lagta hon

Jise khud wafa ka pata nahi

Mera Saawan bhi Tum Ho Meri Peyas bhi Tum Ho


Mera Saawan bhi Tum Ho Meri Peyas bhi Tum Ho

Sehra Ki Bahon Main Chupi Aas bhi Tum Ho

Tum Yun To Bohat Door Bohat Door Ho Mujh se

Ehsas Ye Hota He

Mery Pas bhi Tum Ho

Har Zakham Ki Aaghosh Main He Dard Tmhara

Har Dard Main Taskeen Ka Ehsas b Tum ho

Kho Jao To Veeran c Ho Jati Hain Rahein

Mil Jao To Phir Jeeny Ka Ehsas b Tum Ho

Likhta Hon To Tum Hi utartay Ho Qalam Se

Parhta Hon To Lehja b Tum Aawaz b Tum ho.

Zindagi Ki Rahon Mein Tum Bi Chor Gaye Akhir


Zindagi Ki Rahon Mein Tum Bi Chor Gaye Akhir

Baray Hmdard Bntay Thay Mera Dil Tor Gaye Akhir

Tm Pe To Baray Maan Thay Meri Umeedon Ko

Ab Kis Se Gila Kroon Tm Hi Moh Mor Gaye Akhir

Log To Chlo Log Thay Unho Ne Jo Kiya So Kiya

Bhri Duniya Mein Aj Tm Bi Tanha Chor Gaye Akhir

Tm To Kehtay Thay Hum Wo Nhi K Chorein Apno Ko

Apne Waday Apni Kasmen Khud Hi Tor Gaye Akhir

Wah Kya Khoob Dosti Nibhaayi Hai Tm Ne

Dost Ko Rah Mein Rota Chor Gay Akhir...!!

Ik Jabr Hai Ab Ahsas-e-wafa


Ik Jabr Hai Ab Ahsas-e-wafa

Ye Dil Me Basana Theek Nahi

Ab Saaz-e-Dil Afsurda Pr

Is Geet Ko Gaana Theek Nahi

Tum Bhool Chuke Ye Sab Behtr

Tum Choor Chale Ye 0r Acha

Khawabon Me Magr Majboron K

Ye Aana Jana Theek Nahi

Keh Do K Nahi Hum Mil Sakte

Keh Do K Koi Majbori Hai

Lekin Ye Labon Tak La La Kr

Baaton Ko Chupana Theek Nei

Ay Shoq-e-Junoon Ab Baaz B Aa

Kuch Maan B Le Tu Mera Kaha

Jo Jaan K B Anjaan Bane

Gham os Ko Sunana Theek Nahi

Ab Choor B Do DeewanaPan

Ab Bhool B Jao Maazi Ko

Ye Pal Pal Hr Pal Khalwat Me

Ashkon Ka Bahana Theek Nahi

Khat likh rahi hoon ehd e mohabat ko torr kar



Khat likh rahi hoon ehd e mohabat ko torr kar

Kagaz pe aansu'on ki jagha chorr chorr kar

Tu fikar mand q hai mere dil ko torr kar

Main khud hi ja rahi hoon tera shehr chorr kar

Kal raat likhne baitha gazal tere naam ki

Alfaaz samnay thy kharray haath jorr kar

Main jis main dekhta thi tera aks ay dost

Tu ne hi rakh diya wo aaina torr kar.

Youn Chup sa Na Raha karo,


"SUNO !

Youn Chup sa Na Raha karo,

Youn Khamosh sey jo ho jatey ho,

Dil ko Weham sa ho Jata hai,

Kahein Khafa to Nahi ho,

Kahiin Udas to

Nahi ho,

Tum Bolty Aachy Lagty ho,

Tum Larty Aachy Lagty ho,

Kabhi Shararat se

Kabhi Gussey se,

Tum Haansty Aachy Lagty ho

Mujhe muhabaton se kuch mila nahi


Mujhe muhabaton se kuch mila nahi

Mujhe tum se bhi

koi gila nahi,

Meri zindagi hai

1 aesa uljha

sawal

Jo aj tak kisi se suljha nahi

Meri zaat se

kisi ko koi taklef ho

Mene to kabhi ye chaha nahi

Har 1 ne mujh hi ko dard diya

Mera to dard bhi

kisi ne samjha

nahi,

Kiyon me raston ko ilzam don?

Mera humsafar hi sath chala nahi

Me usko Bewafa sa lagta hon

Jise khud wafa ka pata nahi

kuch to tehzeeb seekho


Mujhay kal mera aik saathi mila 

Jis ne yeh raaz khola 

Keh ab jazba-e-shouq ki wehshaton kay zamanay gaye

Phir woh aahista aahita  chaaron taraf dekhta 

Mujh se kehnay laga 

Ab bisaat-e-mohabbat lapito

JAhan se bhi mil jaye

Doulat smaito

Gharz kuch to tehzeeb seekho


Hua phir se hukam saadir



Meray dil meray musaafir

Hua phir se hukam saadir

Keh watan badar hon hum tum 

Dain gali gali sadaein 

Karain rukh nagar nagar ka 

Keh suraagh koi payein 

Kisi yaar-e-nama'bar ka 

Her aik ajnabi se poochain 

Jo pata tha apnay ghar ka 

Sar-e-koo-e-nashiyaan 

Hamain din se raat karna 

Kabhi is se baat karna 

Tumhain kiya kahoon keh kiya hai 

Shab-e-gham buri balaa hai

Hamain yeh bhi tha ghaneemat 

Jo koi shumaar hota 

Hamain kiya bura tha marna 

Agar ek baar hota

Shab-e-gham buri balaa hai


Meray dil meray musaafir

Hua phir se hukam saadir

Keh watan badar hon hum tum 

Dain gali gali sadaein 

Karain rukh nagar nagar ka 

Keh suraagh koi payein 

Kisi yaar-e-nama'bar ka 

Her aik ajnabi se poochain 

Jo pata tha apnay ghar ka 

Sar-e-koo-e-nashiyaan 

Hamain din se raat karna 

Kabhi is se baat karna 

Tumhain kiya kahoon keh kiya hai 

Shab-e-gham buri balaa hai

Hamain yeh bhi tha ghaneemat 

Jo koi shumaar hota 

Hamain kiya bura tha marna 

Agar ek baar hota

Zakhmon ka kon shumaar kare


Kiya kiya dukh dil ne paye

Nanhi si khushi kay badlay 

Haan kon se zakham na khaye

Thori si hansi kay badlay 

Zakhmon ka kon shumaar kare

Yaadon ka kaisa hisaarkaray

Aur jeena phir se azaab karay

Us waqat ka kon hisaab karay 

Woh waqat jo tujh bin beet gaya 


Itnay achay mousam main


Itnay achay mousam main 

roothna nahin acha 

Haar jeet ki baatain 

Kal pe hum utha rakhain 

Aaj dosti kar lain

Tumhari aankhon main aik til hai


Tumhara kehna hai 

Tum mujhay be'pannah shiddat se chahtay ho 

Tumhari chahat 

Wasal ki aakhri haddon tak 

Meray faqat meray naam ho gi 

Mujhay yaqeen hai 

mujhay yaqeen hai 

Magar qasam khaanay wali larki 

Tumhari aankhon main aik til hai


Kaisa yeh paighaam rasaan hai


Khushiyon ki po'shaak pehan kar 

Kon gali main aya hai 

Kaisa yeh paighaam rasaan hai

Kiya kiya khabrain laya hai 

Khirki kay baahir dekho 

Mousam meray dil ki baatain 

Tum se kehnay aya hai

Sab se achay lafz


Sab se achay lafz

Main subh-o-shaam likhta hoon 

Zameen par jis qadar achi baatain boli jaati hain 

Main un se harf chunta hoon 

Aur tumhara naam likhta hoon

Sardiyon ki shaamon main shaal orhay yaadon ki


Sard sard mousam main 
Zard zard honton pe
Chup ka yeh jo pahaara hai 
Yeh bhi jurm tehra hai 
Is taveel chup ki bhi 
Un kay sar hi sehra hai 
Sardiyon ki shaamon main 
Shaal orhay yaadon ki 
Haan kisi kay waadon ki 
Chal ae dil tu us wadi 
Jis jaga pe kaanton ka 
Ik ghanna sa jungle hai 
Us ghannay se jungle main 
Qabar hai shakista si 
Us main dafan hain yaadain 
Kuch udaas shaamon ki

Rishtay bantay hain aasmaano main


Phir us khwaab ne be'chain kar diya ho ga 

Neend main hi sahi mera naam jab liya ho ga 

Kon aata hai kisi se is tarah milnay 

Mera khyaal teray dil main aa gaya ho ga 

Kuch to hai teray meray darmiyaan kahin 

Ek baar sahi dil zor se dharka ho ga 

Kabhi yaad jo ayi ho gi tanhai main 

Laakh roka magar ek aansoo to tapka ho ga 

Ishq zaahir na ho zubaan se magar 

Sab aankhon ne keh diya ho ga 

Rishtay bantay hain aasmaano main 

Tera mera bhi teh hua ho ga 

Dil main tasveer kisi ki hai "Zahid"

Haan yaqeenan tumhain pata ho ga 


Ab woh meray saath hai


Kitni ajeeb baat hai 

Keh ab woh meray saath hai 

Kitni ajeeb baat hai 

Woh tab bhi meray saath thi 

Par tab , dooriyaan bhi thein 

Chahat ko aik honay main 

Bhout si majbooriyaan bhi thein 

Hum tab bhi baat kartay thay 

Hum ab bhi baat kartay hain 

Tab card khatam ho jaatay thay 

MAgar baat khatam na hoti thi 

Ab samnay hain main aur woh magar 

Kiyon sochna parta hai , agar 

Koi baat us se kehni ho

Khusiyaan dhoondtay dhoondtay


Hum kabhi na kabhi mar jayein gay 
JAb tum murr kay dekho gay
Tab hum nazar nahin ayein gay 
Khusiyaan dhoondtay dhoondtay 
Dukh kitnay uthaein gay 
Raah main aanay wale sab 
Mushkalon se takraain gay 
Phir bhi hum ko nahin yaqeen 
Tujh ko bhool jayein gay 
Faisal is qissay ko hum 
Kab talak dohraain gay 
Tu ne hum ko jaana nahin 
Pyaar hamara maana nahin 
Shayed tu hum ko samjha sakay 
Dil ko yeh samjhain gay 
Hum kabhi na kabhi mar jayein gay

Haath ab woh khaali hain meri qismat ki maanind


Zindagi ka haasil hain
Chand sookhay pattay jo 
Un raahon pe bikhartay hain 
Jin par hum tum chaltay hain 
Haathon main thaamay haath 

Haath ab woh khaali hain
Meri qismat ki maanind
Raatain bhi ab khaali hain 
Meri zulfon ki maanind

Door yeh zardi ho jaye
Chaa jaye her soo nayi bahaar 
Tayer bhi jo thak baithay hain
Ho jayen urrnay ko tayaar 
Aa jaao agar tum aik baar 
Itna bas tum se kehtay hain 
Hum thak kar aankahin mond na lain 
Faisal , aur kitna intizaar

Mohabbat ki sabhi baatain hum seenay main chupaatay hain


Mohabbat baandh leti hai 
HAmain kuch kachay dhaagon se
Jinhain hum tor detay hain 

Kisi anjaanay ko pehlay 
Hum apna maan letay hain 
Ussay phir chor detay hain 

Mohabbat ki sabhi baatain 
Hum seenay main chupaatay hain 
Magar dil tor detay hain 

Hayaat ka yeh haseen manzir



Kisi sahaaray kharra hai dekho 

Hayaat ka yeh haseen manzir

LAga jo taisha , Girray ga aisa

JAhan bhi dekho gay 

Gard ho gi 

Dhuawain ki maanind

Hawa main urrti 

Yeh kehti ho gi 

MAin bhi thi ab tak , haseen manzir

Mujhay bhi jeenay ki aarzoo thi

Magar tha urnay ka shouq ziada 

Hawa main urrana tha , urr rahi hoon 

Saharay lakin kiyon hil rahay hain 

Zameen-o-akaash kiyon mil rahay hain 

Khayaal haqeeqat main dhal rahay hain 

Yahan pe meri bisaat kiya hai 

Mera sahara-e-hayaat kiya hai 

Teri dua main , teri dua hai 

Wagarna meri bisaat kiya hai 

 


Meri bisaat kiya hai


Kisi sahaaray kharra hai dekho 

Hayaat ka yeh haseen manzir

LAga jo taisha , Girray ga aisa

JAhan bhi dekho gay 

Gard ho gi 

Dhuawain ki maanind

Hawa main urrti 

Yeh kehti ho gi 

MAin bhi thi ab tak , haseen manzir

Mujhay bhi jeenay ki aarzoo thi

Magar tha urnay ka shouq ziada 

Hawa main urrana tha , urr rahi hoon 

Saharay lakin kiyon hil rahay hain 

Zameen-o-akaash kiyon mil rahay hain 

Khayaal haqeeqat main dhal rahay hain 

Yahan pe meri bisaat kiya hai 

Mera sahara-e-hayaat kiya hai 

Teri dua main , teri dua hai 

Wagarna meri bisaat kiya hai 

 


Khuli jo aankh to manzir ajeeb tha


Khuli jo aankh to manzir ajeeb tha

Dard tha magar dil kay qareeb tha 

Dhoonda hum ne jis ko haath ki lakeeron main 

Pata chala woh kisi aur ka naseeb tha

Mujhe udaas rehne ki adat daal di usne


Mere jism se meri rooh nikaal di usne

Mujhe udaas rehne ki adat daal di usne

Main ny jb b usay apna bnana chaha

Baton Baton mein baat taal di us ny

Kisi ne us se pucha k chahat kya hy dost

Pehle to bohot roya phr meri misaal di usne


Us ne kaha pagal Qismat pe itna Bharosa na kiya karo



Main ne kaha Mere liye bhi Dua kia kro

Us ne kaha is ki Fikar na kiya kro

Main ne kaha Mere Zehan pe Rehta hai Bojh sa

Us ne kaha Chupke se thora Ro liya kro

Main ne kaha Ratoon ko Neend nahi aati

Us ne kaha Soney ki Koshish to kya kro

Main ne kaha Dil me teri Yadain hain

Us ne kaha Dil ko Samjha Liya kro

Main ne kaha Tere Milne ki koi Umeed hai

Us ne kaha pagal Qismat pe itna Bharosa na kiya karo

Jo Sach Kehta Hai Uski aik Bhi Maani Nahi Jati


Sharafat Soz Tasveeron Ki Uryani Nahi Jati

Adab Ki AAR Main Targheeb-e-Roomani Nahi Jati

Khuda Maloom Kia Anjaam Hoga Nasl-e-Aadam Ka

Watan" Se Fahash Naghmon Ki Farawani Nahi Jati

Azab Aaye To Us Main Sainkron Ki Jan Jati Hai

Nahi Jati To Shaitanon Ki Shaitani Nahi Jati

Kaheen Basti Ki Basti Boond Pani Ko Tarasti Hai

Kaheen Barish Barasti Hai To Tughyani Nahi Jati

Jahan K Zrray Zrray Se Numayaan Hai Jalal Uska

Magar Ham Se Khuda Ki Zaat Pehchani Nahi Jati

Zamana Is Qadar Qaail Hua Hai Jhoot Ka yaaro

Jo Sach Kehta Hai Uski aik Bhi Maani Nahi Jati

Mujhe tum se bhi koi gila nahi



Mujhe muhabaton se kuch mila nahi

Mujhe tum se bhi koi gila nahi

Meri zindagi hai 1 aesa uljha sawal? 

 

Jo aj tak kisi se suljha nahi

Meri zaat se kisi ko koi taklef ho

Mene to kabhi ye chaha nahi

Har 1 ne mujh hi ko dard diya

Mera to dard bhi kisi ne samjha nahi 

 

Kiyon me raston ko ilzam don?

Mera humsafar hi sath chala nahi

Me usko Bewafa sa lagta hon

Jise khud wafa ka pata nahi

Ye Ansoo Ye Ghum Km Nai Hon gy


Ye Ansoo Ye Ghum Km Nai Hon gy

Ye Yaadain Ye Lmhy Hr Pal Nai Hon gy

Bant Lo Kuch Pal Hmare Sath Khushi Se

Boht Yad Kro Gy Jb Hm Nai Hon gy

Parhta Hon To Lehja b Tum Aawaz b Tum ho.


Mera Saawan bhi Tum Ho Meri Peyas bhi Tum Ho

Sehra Ki Bahon Main Chupi Aas bhi Tum Ho

Tum Yun To Bohat Door Bohat Door Ho Mujh se

Ehsas Ye Hota He

Mery Pas bhi Tum Ho

Har Zakham Ki Aaghosh Main He Dard Tmhara

Har Dard Main Taskeen Ka Ehsas b Tum ho

Kho Jao To Veeran c Ho Jati Hain Rahein

Mil Jao To Phir Jeeny Ka Ehsas b Tum Ho

Likhta Hon To Tum Hi utartay Ho Qalam Se

Parhta Hon To Lehja b Tum Aawaz b Tum ho.

Baray Hmdard Bntay Thay Mera Dil Tor Gaye Akhir



Zindagi Ki Rahon Mein Tm Bi Chor Gaye Akhir

Baray Hmdard Bntay Thay Mera Dil Tor Gaye Akhir

Tm Pe To Baray Maan Thay Meri Umeedon Ko

Ab Kis Se Gila Kroon Tm Hi Moh Mor Gaye Akhir

Log To Chlo Log Thay Unho Ne Jo Kiya So Kiya

Bhri Duniya Mein Aj Tm Bi Tanha Chor Gaye Akhir

Tm To Kehtay Thay Hum Wo Nhi K Chorein Apno Ko

Apne Waday Apni Kasmen Khud Hi Tor Gaye Akhir

Wah Kya Khoob Dosti Nibhaayi Hai Tm Ne

Dost Ko Rah Mein Rota Chor Gay Akhir...!!


Dost Ko Rah Mein Rota Chor Gay Akhir...!!


Zindagi Ki Rahon Mein Tm Bi Chor Gaye Akhir

Baray Hmdard Bntay Thay Mera Dil Tor Gaye Akhir

Tm Pe To Baray Maan Thay Meri Umeedon Ko

Ab Kis Se Gila Kroon Tm Hi Moh Mor Gaye Akhir

Log To Chlo Log Thay Unho Ne Jo Kiya So Kiya

Bhri Duniya Mein Aj Tm Bi Tanha Chor Gaye Akhir

Tm To Kehtay Thay Hum Wo Nhi K Chorein Apno Ko

Apne Waday Apni Kasmen Khud Hi Tor Gaye Akhir

Wah Kya Khoob Dosti Nibhaayi Hai Tm Ne

Dost Ko Rah Mein Rota Chor Gay Akhir...!!


Yeh Dil Me Basana Theek Nahi


Ik Jabr Hai Ab Ahsas-e-wafa

Yeh Dil Me Basana Theek Nahi

Ab Saaz-e-Dil Afsurda Pr

Is Geet Ko Gaana Theek Nahi

Tum Bhool Chuke Ye Sab Behtr 

 

Tum Choor Chale Ye 0r Acha

Khawabon Me Magr Majboron K

Ye Aana Jana Theek Nahi

Keh Do K Nahi Hum Mil Sakte

Keh Do K Koi Majbori Hai

Lekin Ye Labon Tak La La Kr

Baaton Ko Chupana Theek Nei

Ay Shoq-e-Junoon Ab Baaz B Aa

Kuch Maan B Le Tu Mera Kaha

Jo Jaan K B Anjaan Bane

Gham os Ko Sunana Theek Nahi

Ab Choor B Do DeewanaPan 

 

Ab Bhool B Jao Maazi Ko

Ye Pal Pal Hr Pal Khalwat Me

Ashkon Ka Bahana Theek Nahi

Main jis main dekhta thi tera aks ay dost



Khat likh rahi hoon ehd e mohabat ko torr kar

Kagaz pe aansu'on ki jagha chorr chorr kar

Tu fikar mand q hai mere dil ko torr kar

Main khud hi ja rahi hoon tera shehr chorr kar

Kal raat likhne baitha gazal tere naam ki

Alfaaz samnay thy kharray haath jorr kar

Main jis main dekhta thi tera aks ay dost 

Tu ne hi rakh diya wo aaina torr kar.

Tum Haansty Aachy Lagty ho


"SUNO !

Youn Chup sa Na Raha karo,

Youn Khamosh sey jo ho jatey ho,

Dil ko Weham sa ho Jata hai,

Kahein Khafa to Nahi ho,

Kahiin Udas to

Nahi ho,

Tum Bolty Aachy Lagty ho,

Tum Larty Aachy Lagty ho,

Kabhi Shararat se

Kabhi Gussey se,

Tum Haansty Aachy Lagty ho

Meri zindagi hai 1 aesa uljha sawal Jo aj tak



Mujhe muhabaton se kuch mila nahi
Mujhe tum se bhi
koi gila nahi,
Meri zindagi hai
1 aesa uljha
sawal
Jo aj tak kisi se suljha nahi
Meri zaat se
kisi ko koi taklef ho
Mene to kabhi ye chaha nahi
Har 1 ne mujh hi ko dard diya
Mera to dard bhi
kisi ne samjha
nahi,
Kiyon me raston ko ilzam don?
Mera humsafar hi sath chala nahi
Me usko Bewafa sa lagta hon
Jise khud wafa ka pata nahi

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...