Mar 3, 2014

Mujhay manzalon se Aziz hain teri rah guzar ki musaftain

Mujhay manzalon se Aziz hain teri rah guzar ki musaftain
keh likhi hain meray naseeb main abhi umar bhar ki musaftain

usi aik pal ki talash jissay loog kehtay hain zindagi
Teri rah guzar main bikhar gayein meri umar bhar ki musaftain

Abary ajeeb se wastay Keh Guraiz pa sabhi rastay
Woh teri nigah kay faslay yeh meri nazar ki musaftain

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...