Jun 16, 2014

Agar tum ne bhula dala


Agar tum ne bhula dala

Lakeeron kay ghaneray jaal main qismat nahin milti 
Bhout dhoonda .....!
Bhout dhoonda , to tab jaa kar tumhein paya 
Tumhein paya to ab dil ko yeh andesha stata hai 
Karein gay kya agar jana !
Hamein tum ne bhula dala ....!!!
Agar tum be bhula dala ......?

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...