Jun 16, 2014

Humein tum se mohabbat hai


Humein tum se mohabbat hai 
Hamara dosh hai mana 
Tumhein apna jo hai jana 
Tumharay bin yeh jeewan marg jaisa hai 
Hamein jannat ka her gosha bhi goya nark jaisa hai 
Haqeeqat main agar socho 
Mohabbat main anaa ka kaam hi kya hai 
Chalo ab maan bhi jaao
Keh tum ko hum manatay hain 
Humein tum se mohabbat hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...