Jun 16, 2014

Koi moaqa nahin milta hamain ab muskuranay ka


Koi moqa nahin milta hamein ab muskuranay ka 
Bala ka shouq tha hum ko kabhi hansanay hansanay ka 

Hamein bhi tees ki lazzat pasand aanay lagi kya 
Khayal aata nahin zakhmon pe ab marham laganay ka

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...