Jul 16, 2014

Us ka rishta na honay ka baais us ka aba tha






Aba kahan se labha tha 

Us ka rishta na honay ka baais us ka aba tha 
Sab hairan thay us ne aisa aba kahan se labha tha 

Samjh nahin aati 32 dharein woh kis se bakh'shaiy 
Us ki maan to feeder thi aur sakay doodh ka dabba tha 

US jaga par kafi loki mantein maangnay ponchay 
Pichlay warhay jahan par hum ne moya kukar daba tha

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...