Jul 26, 2014

Sukhan main rang tumharay khyaal hi kay to hain


Sukhan main rang 

Tumharay khyaal hi kay to  hain 

Yeh sab karishmay 

Hawa-e-wisaal hi kay to hain 

Kaha tha tum ne 

Kon deta hai 

Ishq main jaan ... !

So hum jawaab 

Tumharay sawaal hi kay to hain 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...