Jul 27, 2014

Teri yaad main zara aankhain bhigo loon


Teri yaad main zara aankhain bhigo loon 

Udaas raat ki tanhai main so loon 

Akelay gham ka bojh ab sambhalta nahin 

Agar tu mil jaye to tujh se lipat kar ro loon 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...