Aug 27, 2014

Mujh se kiyon na kaha , ik baar us ne


Us ne sab ko bataya keh bhout udaas hai woh 
Mujh se kiyon na kaha , ik baar us ne 

Main ne jo kaha tha keh ik baar keh kay dekhtay 
Mujh pe kiyon na kiya tha aitabaar us ne 

Woh khud tp mohabbat kay baray dawey karta hai 
Phir kiyon na kiya tha izhaar us ne 

Woh kehta hai mujhay tera saath chaeye
To barh kay kiyon na thama mera haath us ne 

Woh kehta hai to mere dil main rehta hai 
Phir kiyon kiyea itnay inkaar us ne 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...