Sep 28, 2014

Kaisa yeh paighaam rasaan hai


Khushiyon ki po'shaak pehan kar 

Kon gali main aya hai 

Kaisa yeh paighaam rasaan hai

Kiya kiya khabrain laya hai 

Khirki kay baahir dekho 

Mousam meray dil ki baatain 

Tum se kehnay aya hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...