Sep 16, 2014

Main ik pata kizaan ka aur tu tez hawa


Teri Marzi 

Main ik pata kizaan ka 
Aur tu tez hawa
Teri marzi par hai 
Mujh ko urra ya giraa
Yeh'hi hai mera muqadar
Aur yahi hai saza
Kaisay bakhairon ga main 
Tu ab dekhti jaa
Bas kuch dair kay baad ab 
Samjh main khaak hua

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...