Saray wadon ko bhulaa sakta hoon , lakin rehnay do
MAin tumhain chor kay jaa sakta hoon , lakin rehnay do
Tum jo her mor pe keh detay ho khuda hafiz
Faisala main bhi suna sakti hoon , lakin rehnay do
Tum ne jo baat ki dil ko dukhanay wali
Us par main muskura bhi sakta hoon , lakin rehnay do
Sharam aye gi tumhain warna tumharay waday
Main tumhain yaad dilaa bhi sakta hoon , lakin rehnay do
No comments:
Post a Comment