Sep 28, 2014

Tumhara kehna hai


Tumhara kehna hai

Tum mujhay be'pannah shiddat se chahtay ho

Tumhari chahat

Wasal ki aakhri haddon tak

Meray faqat meray naam ho gi

Mujhay yaqeen hai

mujhay yaqeen hai

Magar qasam khaanay wali larki

Tumhari aankhon main aik til hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...