Kuch likhna chahti hoon sochto hoon kiya likhon
Woh us ka muskuraana ya us ka hansana likhon
Us ka roothna ya rooth kar maan jana likhon
Kuch likhna chahti hoon sochto hoon kiya likhon
Woh hansana woh hansana woh rulaa kar phir manaana likhon
Kuch likhna chahti hoon sochto hoon kiya likhon
Kiya woh pal do pal ki khusiyaan ya zindagi bhar ka gham likon
Ya phir woh pehli mulaqaat likhon
Kuch likhna chahti hoon sochto hoon kiya likhon
No comments:
Post a Comment