Feb 28, 2015

Main ne yeh kaam apni khushi se kiya hai ya


Narazgi 

Main ne yeh kaam 
apni khushi se kiya hai ya 
Kisi majboori kay tehat 
Maloom nahin lakin 
Yeh hua hai 
Keh main ne 
Apni tanhaiyon ki ungliyon se 
Tumhari taadon ki angoothiyan 
Utaar phainki hain 
 
 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...