Feb 2, 2015

Maktab-e-ishq main paish aaye sawalon ki tarah


Maktab-e-ishq main paish aaye sawalon ki tarah

Hum parishaan hi rahay apnay khayalon ki tarah 

Zikar jab ho ga mohabbat main tabaahi ka kahin 

Yaad hum aayein gay duniya ko hawalon ki tarah 

Hum dil to kiya jaan bhi luta dain gay Dost 

Woh hamain chahye to sahi chahnay walon ki tarah

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...