Kia likhon, kia na likhoun aarzo
madhosh hai
Aanso girtay hain kaghaz par aur
qalam khamosh hai
Kabhi sardi, kabhi garmi ye qudrat k
nazzaray hain
Payaas unko bhi lagti hai jo darya k
kinaary hain
Har koi mera ho jaye aisi meri
taqdeer nahin
Main wo sheesha hun jis ki koi tasveer
nahin
Dard se rishta hai mera khushiyan
mujhe naseeb nahi
Mujhe bhi koi yaad kare kya main
itna bhi khush-naseeb nahi
No comments:
Post a Comment