Jan 4, 2017

Baarish thi , dewaron par aur khothon par


Meena , Hawa ,Aur Ajnabi Shaher

Baarish thi , dewaron par aur khothon par 
Aur gharon kay ghannay darakhton par 
Tund hawa thi , chehron par , darwazon par 
Aur khaali khaali raston par 
Roshniyan thein , kahin kahin 
Dar'gahon main ya oonchay sard makano main 
Ho ga woh bhi wahin kahin 
Veerano main ya mar mar kay Ewano main 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...