Jan 4, 2017

Tum aur tumhara naam



Angaaray 

Tum?
Tumhara naam ?
Lakin main ne yeh naam aaj pehli baar tum se hi suna 
Hai 
Kon Ho tom ?
Kon thi tum ?
Ab raha main , yehni main 
Main to kabhi tha hi nahin 
Tha hi nahin main 
Aur saray kaaghazon par sirf angaaray likhay hain 
Sirf angaaray 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...