Mar 26, 2018

Aag hain amal meray ya sawab rehnay de


Aag hain amal meray ya sawab rehnay de

Hashar main hi daikhein gay yeh hisaab rehnay de

Zindagi mo'alam hai tujh ko sab sikha de gi 

Uss ko seekh le parhna , her kitab rehnay de

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...