May 20, 2014

jab tumhari ankh ho gehray samandar ki tarah


jab tumhari ankh ho gehray samandar ki tarah

kyn na lagta ho samandar deeda-e-tar ki tarah

is liye roshan kiya hai teray chahray ka chragh

dopehar tareek hai meray muqadar ki tarah

na'shanasa jis ki dewarain hain , dar ajnabi

woh mila mujh ko hamesha ik naye ghar ki tarah

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...