Jul 25, 2014

Jo mousam beet jaata hai dobara kiyon nahin aata


Jo mousam beet jaata hai dobara kiyon nahin aata 
Kahin se loat kar bachpan hamara kiyon nahin aata 

Yahan anay ko to her din kisi kay saath aata hai
Jaisay is dil main reh reh kar pukaara kiyon nahin aata

Woh jis ki lo mohabbat ki jabeen kis tarah thi 
To phir raastay main hamaray woh roshan sitara kiyon nahin aata 

Kabhi phailay huye pairron se jab kirnain jhalakti hain 
Tasawur main us aankhon ka ishara kiyon nahin aata 

Bhatakta phir raha hoon din keh is veeraan jungle main 
Mehakti shaam ka rangeen kinara kiyon nahin aata 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...