Kisi se apni khabar hum wasool kiya kartay hain 
Khud aaiyano ka bhi ehsaan qabool kiya kartay hain 
Yeh koi umar thi teri mohabbaton wali 
Saron ki raakh main shaamil yeh dhool kiya kartay 
Tumharay jaisa koi naqsh her nigah main tha 
Magar thay hum bhi bhout ba'asool kiya kartay
Poet : Ehsaan Akbar
No comments:
Post a Comment