Jul 17, 2014

Tum jab aao gi to khoya hua paao gi mujhay


Tum jab aao gi to khoya hua paao gi mujhay 
Meri tanhai main khawbon kay siwa kuch nahin paao gi 

Meray kamray ko sajanay ki tamana hai tumhain 
Meray kamray main kitaabon kay siwa kuch bhi nahin 

In kitaabon ne bara zulam kiya hai mujh par
In main ik ramz hai jis ramz ka maara hua zehan 

Mazda-e-ishrat injaam paa nahin sakta 
Zindagi main kabhi aaraam paa nahin sakta

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...