Ussay jaanay ki jaldi thi
Youn hi baaton hi baaton main 
Mujhay us ne bataya tha
Mohabbat karnay wale pyaar main dhokha nahin kartay 
Koi jab baat karta hoo ussay toka nahin kartay 
Jissay janay ki jaldi ho ussay roka nahin kartay 
Youn hi baaton hi baaton main 
Mujhay ab yaad aya hai 
Ussay jaanay ki jaldi thi
Shaheen Mufti
No comments:
Post a Comment