Aug 24, 2014

Main gaya waqat nahin hoon keh phir aa bhi na sakon

Meharbaan ho keh bulaa lo mujhay , chaho jis waqat 

Main gaya waqat nahin  hoon keh phir aa bhi na sakon 

Zef main tana-e-agiyaar ka shikwa kiya hai 

Baat kuch sar to nahin hai keh uthaa bhi na sakon 

Zehar milta hi nahin mujh ko , sitam'gar warna 

Kiya qasam hai tere milnay ki keh khaa bhi na sakon

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...