Girifta-e-dil hain bohat aaj tere dewaanay
khuda kare koi tere siwa na pahchanay
miti miti si umeedein thake thake se khayal
bujhe bujhe se nigahon mein gham k afsanay
hazar shukr k hm ne zuban se kuch na kahaa
ye aur baat k pucha na ehal_e duniya ne
baqadr_e tashna-labi pursish_e- wafa na hui
chhalak k rah gaye teri nazar k paimaanay
khayal aa gaya maayuus rah_guzaaron ka
palat k aa gaye manzil se tere deewanay
kahan hai tu k tere intazaar mein ay dost
tamaam raat sulagte rahe dil k weeranay
umeed_e pursish_e gham kis se kijiye nasir
jo mere dil pe guzarti hai koi kya janay

No comments:
Post a Comment