Na sadaein badalti hain na wafaein badalti hain 
Kuch logon ki bas adaein badalti hain 
Toot jaata hai bana banaya Aashiyaana ik pal main 
Jab mousamon ki tarah hawaein badalti hain 
Apna sab kuch de detay hain hum chahat main 
Na'janay phir bhi kiyon logon ki nigahein badalti hain  
 
No comments:
Post a Comment