Kamal hijar bhi dekha tha wasal bhi dekha
Mujhay laga hai koi teesra aalam bhi hai
Yeh tera wasf sahi baat ko chupa jata
Yeh mera ajeeb sahi dil main kuch nahin rakhta
Shab-e-firaaq teray naaz bhi utha lain gay
Magar abhi isaay khud se alag bhi to kar lain
Tumharay shaher se aati hui hawaon main
Na janay kya tha keh saansein sulag sulag uthein
Khuda se lenay gaye thay naseeb teray liye
Tu qeematan ussay saray wisal denay paray
No comments:
Post a Comment