Mar 2, 2014

Tu he Haqeeqat Khwaab Tu



Tu he Haqeeqat Khwaab Tu

Dariya tu he piyaas tu

Tu he dil ki be-qarari tu sukoon tu sukoon

Jayon main ab jab jis jaga

payon main tujh ko us jaga

Sath ho keh na ho tu hai ru baru r baru

Tu hamsafar tu , hum qadam tu ,

Hum nawa mera

Aa tujhay in banhoon main bhar ke

aur bhe kar loon main qareeb

Tu juda ho to lagay hai

Aata jata har pal ajeeb

Is jahan main hai aur na hoga

Mujh sa koi bhe kush naseeb

Tu ne mujh ko dil diya hai

Main hoon taray sab se qareeb

Main he to taray dil main basoon

Main he to sansoon main basoon

Taray dil ki dharkano main

main he hoon main he hoon

Kab bhala ab yeh waqat guzray

kuch pata chalta he nahin

Jab se mujh ko tu mila hai

hosh kuch bhe apna nahin

Uff yeh tari palkain ghani se

Chayoon inki hai dil nasheen

Ab kissay dar dhoop ka hai

kyn keh yeh hai mujh par bichi

Taray bina na saan loon

taray bina na main jiyoon

taray bina na ik pal bhe

rah sakoon , rah sakoon



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...