Jul 2, 2014

Ek pal ki judai gawara kar nahin sakte


Ek pal ki judai gawara kar nahin sakte
Aisa ishq hum dobara kar nahin sakte

Zindagi bhar palat ke na dekha kabhi
Hum phir bhi shikwa tumhara na kar sake

To ne her kisi se dil laga kar dekha
Magar hum apney dil ko awara na kar sake

Jaan tak luta di un ky pyaar main magar
Ek dil hi woh apna hamara na kar sake

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...