Azaad-e-deed mein aankhain lahoo lahoo kar kay
Mein sharam saaz huwa teri justajoo kar kay
Kander ki teh say bareeda badan sarron kay siwa
Milla na kuch bhi khazanoon ki aarzo kar kay
Suna hay shaher mein zakhmi diloon ka mela hay
Chalein hum bhi magar phirhain rafoo kar kay
Musafat-e-shab-e-hijraan kay baad bhaid khula
Hawa dukhi hay , chiraghon ko be-aabru kar kay
Zameen ki piyaas ussi kay lahoo ko chaat gaye
Woh khush huwa tha samundar ko aa’baju kar kay
Yeh kis nay hum sey lahoo ka khiraaj phir maanga
Abhi to soye thay maqtal ko sur'khuru kar kay
Jaloos-e-ahl-e-wafa kis kay dar peh puhancha hay
Nishan-e-tooq-o-fa-zeenat gilu kar kay
Ujaar rutt ko ghulabi banaye rakhti hay
Hamari aankh teri deed say wuzu kar kay
Koi to habs-e-hawa say yeh pochta mohsin
Milla hay kia ussey kali'yon ko be-namu kar kay

No comments:
Post a Comment