Sep 16, 2014

Suno ! mujhay yaad na aya karo


Suno ! mujhay yaad na aya karo

Jab main apnay doston kay darmiyaan baitha bol raha hota hoon

Kisi imtihaan ki tayaari main masroof nazar aayon

Ya kisi masroof sarak par drive kar raha hoon

Mousam acha ho aur main akela

YA khaas tour aisay waqat

JAb kisi ko khatt likh raha hoon

YA kisi bhout hi pyaaray shakhs ki yaadon main gum

Duniya-o-maafia se be'khabar ho jaaon

Tum mujhay yaad na aya karo

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...